Mera Lafz Lafz Dua Dua,

Mera Lafz Lafz Dua Dua,

Mery Ansuon Se Dhula Hua,

Tujhe Zindagi Ki Woh Sehar Milay,

Tujhe Aainon Ka Safa Milay,

Tujhe Dard-o-gham Na Kabi Chu Sakay,

Jan May Sama Lon Tujh Ko,

Tu Jo Rothay Kabi Mujh Se Meray Dil K Malik,

Sari Duniya Se Khafa Ho Kar Mana Loon Tujh Ko.