Student LIFE…..

Tum kisi bhi din school/college miss
kar do
.
.
.
aur next day ,
pehle jisko bhi call karoge kal kya
padhaya gaya
tha ?
kuch homework bhi hai kya ?
.
.
.
.
.
.
wo kamina pakka bolega: bhai, kal to
mai b nhi gya
tha