jag hasai ka gham nahe jata
Bewafai ka gham nahe jata
Raigani mein umer guzray tou
Parsai ka gham nahe jata
Rog saray he bhol jatay hain
Ik judai ka gham nahe jata
Zabt lazim hai dosto wa
a
Narsai ka gham nahe jata
Bhol janay ka dukh nahe Irfan
Aashnai ka gham nahe jata..