Author: Ahsan Khan

Miss u Poetry

Ham nae muskura k kaha bohat yaad aatey ho tm
.
.
.
wo muskura k boley aur tmhain aata he kya ha

Sad Poetry

“Wo Na bhi Mila To Kya Huwa,
Ye Aashqi Hai Hawas Nahi….

“D_G”
Main Unhi Ka Tha,
Main Unhi Ka Hon,
Woh Mera Nahi To Na Sahi.,….!

Ak masum Latifa

Ak masum Latifa
Bacha maa say:
mama may kasy pada howa?

Maa:
may ny ak box may mate dal kr
rakh Di thi.Phr kuch Din bad
us may say tum mily mujy….

Bachy ne b is tara kya or box
may mate dal kr rakh di…
kuch din bad bachy ne ja kr box
dikha to ak Cockroach tha.

Bacha Gusa say:
Dil To krta ha tujy Goli mar Do
phr kya kro Ulad ha Tu mare…

Bas aaj to tu gayi.

1 ladki k paas ek unknown
call aayi..
.
.
.
Ladka:
“do u have a bf.. ?? . .

Ladki:”yes… b ut who are
u.. ??
.
Ladka:
“tera bhai..
ruk ghar aa k batata hu.. .
. .
. .
After few second once again unknown call .
Ladka:
“do u have a bf.. ??
.
Ladki:
“no i dont..
.
Ladka:
“to mai kon hu.. ?? .

Ladki:
“ohh sorry jaanu maine socha bhai hai..
.
Ladka:”mai bhai hi hu….
“bas aaj to tu gayi….

Shadi Fun

Sirf Shadi He Aisa Zakham Hai,,,
Jis Mey Haldi Pehle Lagai Jati Hai.

Sitaron Mei Tanha Hai

Agar meri yaad aaye to..
Ek Chaand ko dekh lena .. ,
Ye soch ke nahi ki khubsoorat hai
kitna ..
Ye soch kar ki hazaaron sitaron mei
tanha hai kitna

I am Mad(Broken Heart)

Bohat takleef hoti hai
Us waqt nahin jab aankhon se ansoo
girte hain
..
Us Waqt
Jab aansoo ko aankhon mein chupana
padta hai
Aur
na chahte huwe bhi muskurana
padta hai

Valentine Day

Do you know that beside valentine day,
the whole week (infact 2 weeks) is dedicated for various purpose,
have a look at the list below:-
7 Feb Rose Day
8 Feb Propose Day
9 Feb Chocolate Day
10 Feb Teddy Day
11 Feb Promise Day
12 Feb Kiss Day
13 Feb Hug Day
14 Feb VALENTINE�S DAY
15 Feb Slap Day
16 Feb Kick Day
17 Feb Perfume Day
18 Feb Flirting Day
19 Feb Confession Day
20 Feb Missing Day
21 Feb Break Up

MISS U

Ajab Zulm Karti Hain Teri ‘Yaadein’
Mujh Pe..,
So Jaaun To Utha Deti Hai” Jaag
Jaaun To Rula Deti Hai..

Bafadari

Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna
Jab
.
Mohabbat Ko Nibhana Seekh
Lo..

“D_G”
.
Majburiyoon Ka Sahara Lekar
.
Chor Dena Wafadari Nahi
Hoti…

Broken Heart

Us Ko Mere Waado Par Aitbar Tha
Dil Mein Us Ke Bhi Bohat Pyar Tha
Chhor Diya Us Ne Beech Safar Mein
Mera Hath
Shayad Kinare Pe Usey Kisi Aur Ka
Intezar Tha

Challenge!

Challenge!
Check karo is me kia miskate
Hai.

1

2

3

4

5

6

7

8

9

10

11

12

13

14

15

16

17

18

19

20

21

22

23

24

25

26

27

28

29

30

31

32

33

34

35

36

37

38

39

40 41 42 43 44 45 46 47 48 49 50
51 52 53

54 55 56 57 58 59 60……

Shabaash:Mistake K Spelling
galat Hai..