Author: Ahsan Khan

Phr log milty he q hain? Broken Heart Poetry

Jab chaly he jana hota hy
To phr aty he q ho?
Jab rulana he hota hy
To phr hasaty he q ho?
Jab daina hota hy mrhm zakhmo pr
To phr waar chalaty he q ho?
Dukhti hy tmhare be rukhi
Jlta hy dil tmhary yu chaly jana sy
Jab becharna he hota hy mohabbat main
To phr log milty he q hain?

Sad Poetry

Uski dor hone say koi has farak nai padha mujy par…..
Bus un jagha dard say rehta ha….
Jahan kabi “Dil” hoa kerta tha

Mother’s SMS

Maa K Bina Zindgi Viran Hoti Hy
Tanha Safar Me Hr Rah Sunsaan Hoti Hy
Zindagi Me Maa Ka Hona Zarori Hai
Maa Ki Duaon Se Hi Har Mushkil Aasaan Hoti Hy

Break everything

Beauty doesn’t make luv
but
luv makes beauty
break everything
but
never break the heart
Heart is the music
play it
but
never play with it.

Broken Heart Poetry

Nahi Hai Hum Ko kisi Se Gila Es
Bewafa ZaMane Main….
Kisi Ne Dosti Chori
Kisi Ne Dil Thora
Kisi Ne WaDay ThoRay
OR
Kisi Ne Tanha Chora……

Anmol Gift dena ho to”

“Agr Kisi ko Sab Se Anmol Gift dena
ho to”
“WAQT”
Do
“Q K Apna”WAQT”dete hue ap usay apni
“Zindagi”ka wo LAMHA dete hen ka jo
Kbi Wapis nhi Ata….

LOVE Shayari in Urdu

Tum Routh Jao Mujhse

Aisa Kabhi Na Kerna

Main Ek Nazar Ko Tarsoon

Aisa Kabhi Na Kerna

Main Pooch Pooch Haroon

So So Sawal Kar K

Tum Kuch Jawab Na Do

Aisa Kabhi Na Kerna

Tum Chand Ban K Rehna

Main Dekhta Rahoon Ga

Kisi Roz Tum Na Niklo

Aisa Kabhi Na Kerna

Tum Chalay Jao Jab Bhi

Tu Dekhoon Tumhara Rasta

Tum Loat K Na Aao

Aisa Kabhi Na Karna..

Hindi SMS

Tumhe main jab bhi dekhta hoon ,
meri nagahe khamosh ho jati hain,
lekin teri palko ke saye main akar ,
teri inhi pyari jhulfo ko dekhtain hai…

O Nikal Fun Time….

Agr Apko Afsos hy K Apki Life
ma apka Koi Intazar
krne Wala Nahi Ha.
.
To 1 Kam Karen,
30 mint K Lye
Bathroom ma ja kr
Beth jayen.
.
.
.
Koi Na KOi Bahir Intazar Zaroor Karyga.
(“,)
<)(>
/ \_
O Nikal Nahi to mari Nikal Jay gi.

(“;”)gdnt ji

– ‘ ‘ ‘ ‘ ‘ ‘ – .
: ~ , ~ ;
: .___. ;
‘ – . . __. . – ‘
Dekho aapko good night kehne khud chaand
aaya hai.
(“;”)gdnt ji

Har ladka kamina nai hota.

Shaadi main ek SMART ladka ladki
se: “aap
dance karogi..
.
.
Ladki sharma k boli: “yes.”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main lejaon
sister..??

Moral: Har ladka kamina nai hota.

Miss Nahi”Misses” Hotein.

Teacher:
Agr Irada Pka ho to “jo”
Hasil Krna Chaho Wo
Zaroor Milta ha.
.
.
.
Student:
Rehne dein Miss,
Agr aisa hota to app
meri
Miss Nahi”Misses”
Hotein.