Author: Ahsan Khan

Broken Heart Poetry in Hindi SMS..!

Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha use hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khail hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake

Funny Marriage SMS in Urdu..!

“1 shaks shadi k leay marriage bureau gaya
Office band tha
Or bahar Door per Notice laga howa tha
1 baje se ly k 3 baje tk office band rahe
ga TAB TAK AAP PHIR SOCH Lain..!

EID un ki Guzr,

EID un ki Guzri ,
jinko deedar-a-nasib howa..

Hamari to EID guzar gai
Zikr-e-yaar karte karte….

Funny Independence Day SMS in Hindi..!

Aazad bharat k nikammo, kal agar
valntines day hota to aj se hi
message ki line lag jati.. Ab kaam
band karo aur sub ko message karo..
meri terf sy
Happy Independence Day to All