Author: Ahsan Khan

“D_G” ko

Baith kar mehbuba ki Baho me Aisa
JosH
Aaya..
.
“D_G” ko
Wah!
Wah!
Wah!!
Wah!!
.
.
Baith kar mehbuba ki Baho me Aisa
JosH
Aaya…

Phirrrrr…?
Phir kya.!

Biwi Ne Dekh Liya aur ICU
Me Hosh
Aaya.

pyaar ladko ko bhi chahiye,

pyaar ladko ko bhi chahiye, aur
ladkiyo ko bhi…:))
fark sirf itna hai…
ladkiyo ko Yashraj ki movies wala
chahiye..
.
.
.
.
.
Aur ladko ko…
.
.
.
.
.
.
Emran Hashmi ki movies wala
chahiye..

Us ne kaha or dabao,

Us ne kaha or dabao, main dabaya,
us
us ne kaha or dabao,
main dabaya,
us ne kaha or dabao,
main ne or dabaya,
us ne kaha baniyan nikal do phir
dabao,
main ne phir dabaya,
us ne kaha pant bhi nikal do phir
dabao,
main ne phir dabaya . . . ?
dekha ho gya na SUIT CASE band…… 😛

Apni Mohabbat Pe

Apni Mohabbat Pe Faqat Itna Bharosa
Hai.

Meri Wafayein Tujhey Kisi
OR
Ka Honey Nahi Dein Gi …

Kahan Jaa Rahi Ho ..??

Boy : Kahan Jaa Rahi Ho ..??
.
Girl : suicide karne …!!
.
Boy : Toh itna make-up
kyun ..??
.
.
.
Girl : . . . Saale kaminey Kal Subah Paper
Mein Photo Nahi AaeGi kya..!?
.
.
Hadh Hai yar,

kasam se khoob piti :p

Usne kahaa- mohabbat ki
sazaa do mujhe…!
.
.
.
. .
.
Maine ja k uske papa ko
bta diya
.
.
.
kasam se khoob piti :p

Good Morning SMS in Hindi

Suprabhaat Ka Ujaala Sada Aapke Sath Ho
Har Din Ka Ik Ik Pal Aap Ke Liye Kuchh Khas Ho
Dua Hamesha Nikalti Hai Dil Se Aap Ke Liye
Dher Khushiyon Ka Khazana Aapke Paas Ho…

Ramzan Mubarak Wishes

Ae Chand Unko Mera Paigam Kehna
Khusi Ka Din Or Hasi Ki Dham Kehna
Jab Wo Dekhe Bahar Aa K To Unko Meri Taraf Se
Mubarak Ho Ramzaan Kehna

Poetry (Broken Heart)

USki Ankhon me koi Dukh Basa hy”Shayad”
Ya Mujhay koi Weham hua hy”Shayad”
Me ne pucha k Bhool Gye ho Tm B Mujhay?
pehly muskray wo phir Kaha!”Shayad”

Poetry (Romantic)

Humei hai Shauq jee bhar Ke tumko dekhenGe.
Tumhe Sharam hai to apni aankho pe haath rakhlo…

Poetry(Love)

Chalo Bant Lete Hein Kuch Is Tarah Se Dunia Saari

Chalo Sab Kuch Tum Rkh Lo,
Ek Bus Tum Hamaray

Hum nay dekha tha

Hum nay dekha tha faqat shoq-e-nazar
ki khatir

Ye na socha tha k tum dil main uter jao ge..