Author: Ahsan Khan

Aaj jumma hy

Aaj jumma hy sub ko yoam e jumma mubarak ho
Kasrat se darud sharif padho ke aaj jumma Mubarak hy
Surah kaaf bhi padho ke aaj yoam e jumma Mubarak hy
Barkatain hi barkatain le lo ke aaj jumma Mubarak hy

ALLAH Kay kareeb

ALLAH Kay kareeb Le Janay Walee Chand Batain:
1.Ghar Walon Se Khush Ikhlaqi
2.Nafs kee Mukhalfat
3.Mazlom Kee Imdad
4.Gharibo Kee Dil Joi
5.Bemar Kee Ayadt
6.Naik Logo Kee Sohbat
7.Wada Kee Wafa
8.Waldain Ka Ehtram
9.Mehman Nawazi
10.Maaf Kar Dena
JUMMA MUBARAK …

Dua for Provision

O Allah!
Expand for me Your Provision till my old age
and till the end of my life….

Poetry (Love)

Meri Mohabbat Ki Haqeeqat Tum Kiya Jaano,
♥

Sir Jhukaya To Tujhe Manga,
Haath Uthaya To Tujhe Maanga..♥

Poetry Sad

Mohabbat ka matlab intzaar nahi hota,
Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,
Yu to milta hai roz mohabbat-e-paigam,
Pyar hai zindgi jo har baar nahi hota…….!!!

A very very TRIPLE

A Very Very TRIPLE meaning
Example of
.
.
.
.
” HAR 1 FRIEND KAMINA HOTA HAI
”
Ladka dost se :
yaar maine apni Girl Friend ko uski
birthday pe apni behan ki new diamond
ring chori ker k gift de di,

Dost (Thappad maar kar) :
kaminey Itni mehngi kharidi thi maine..

Ladka: saale marta kyun hai
tere ghar hi to wapis gayi hai:P

Perfect love

“Perfect love is not in
Phone calls or in
Text msgs
.
.
.

It is the silent smile from
Your heart . .
when you think of
Your loved onces”……..! !♥

Meri Taqdeer Se

Meri Taqdeer Se Puchh Meri Qismat Ka Faisla

Meri Muskurahat Pe Na Ja Mera Dard Talaash Kar,

Kasss§ssshhhh

Kasss§ssshhhh
Dil k undr bhi election hota. . .

“D_G”

Hum dhandli kr k tum ko jeet lety. . . ..

“DEAR HATERS”

“DEAR HATERS”
I couldn’t help,
But notice that …..

“Awesome” ends with
” Me”
& ”
Ugly” starts with “u”

10th class ki Urdu ki Ghazlain..

Pakistan ki Nojwaan Nasal K Bigarny ki Waja?

Mobile??

Media??

Internet??

Nahi

10th,11th,12th class ki Urdu ki Ghazlain..

Achy se Achy Bchy ko Ashiq Bna deti hain..

EXAMPLE :-
Deedar ki Talab hy to Nazrain Jamaye Rakh Ghalib…
Parda ho ya naqab,
Sarakta Zaroor hy…
(‘.’)
<))> Hun dass..
_//_ Ghalib vi apnay waqt da imran hashmi c.

Poetry (Love)

“Dekho Gey Humein Rouz Mgr Baat na Hogi”
“Ek shehr Mein Reh k Bhi Mulaqat na Hogi”

“kehna Hy Jo keh Dalo Abhi waqt Hy Bakki”
“kal Hum tu Hongey, Mgr surt-e-Halat na Hogi”

“Jo pochna Hy tumko Abhi poch lo warna”
“kal shehar Mein phir, Rasm-e-sawalat na Hogi”

“Din itney Howy taweel Hijar k logo”
“Tarpo Gey sar-e-sham Mgr Raat na Hogi”

“Ye soch k b Dil tarap uthta Hy “D_G”
“Bichrein Gey is tarhn, k kabhi Mulaqat na Hogi…!!