Author: Ahsan Khan

Muje Nadan Samaj K Mere

Muje Nadan Samaj K Mere
Galatiyon Ko Baksh dena
.

AY DOST

Kya pata ye neend aj hamesha
K ly sula Jaye….

G(‘_’)(‘_’)|) NIGHT

GHAZAL

GHAZAL

“””””””””

Akele chand ko takna to mujh ko yaad kar lena…

Kisi bhi baat pe hansna to mujh ko yaad kar lena…

Bohat se kam aise hain jinhein karna zarori hai…

Zarori kaam ko karna to mujh ko yaad kar lena…

Mohabbat woh haqeqat hai jise badla na jaye ga…

Kitab-e-ishq ko parhna to mujh ko yaad kar lena…

Mere piyar ki khushboo tmhain kagaz se aye gi..

Ksi ko shair jo likhna to mujko yaad kr lena….

Tumhari pyaar ka sila

Tumhari pyaar ka sila
Har haal me denge
Khuda bhi mange dil to
Use bhi taal denge
Agar dil bhi kahe ki tum bewafa ho
To mere saathi
Dil ko seene se nikaal denge…

Chaahat ke dariya meinkoi kismat

Chaahat ke dariya meinkoi kismat vaala hi dhoobta hai
Paar vo hi hota hai jo har mushkil ka saamna kare
Ae pyar karne vaalo peechey na hatna kabhi
Chaahe laakh sitam zamaan kare….

Beautiful Angel

You are my beautiful angel…..
a precious gift from heaven…
khuda bhi ab hogaye hairaan…
mere duniya jo ban gaye ek khoobsurat jannat…

Love SMS Shayari

Kaise kahe ke aap kitni khubsurat hai,
Kaise kahe ke hum aap pe marte hai,
Yeh to sirf mera dil hi janta hai,
Ke hum aap pe hamari jawani qurban karte hai

Ik Baat Puchon

Girl:
Ik Baat Puchon

BOY:
Han Puchon

Girl:
Hum Larkiyan Ne hotin to Tum
Larkey kahan jaty 🙂

BOY:
Allah Di Qasmay Direct Jannt
Wich :v

=D 🙂

Girl:
😮 😛

Dua Ki Appeal..

Dua Ki Appeal..

1 Lrki jski umr 21 Saal
hai wo D_G Khan hospital
K I.C.U Ward me

.

.

.

Doctor hai.
Or
bohat piyaari hai…
DUA Karen Wo Apki Bhabi
ban jaay…
Ameen
Jazzak Allah

Wo Jo pochten hen mujse bar bar

Wo Jo pochten hen mujse bar bar

K”Zindagi”kia hy
OR
Mout kia hy..?

Aj ussy bata doo!

K

Tum ko paa lia to
“Zindagi”hy

Tum ko kho dia to
Mout”HY”..

Cutest proposal ever by a boy

Cutest proposal ever by a boy of 5th std-
Boy- Do u hug ur teddy bear while sleeping at night??
Gal- Yes!
Boy- Can I replace it for d rest of ur life?? 😉

1 Bachche ne shivji se cycle mangi,

1 Bachche ne shivji se cycle mangi,
pr use cycle nahi mili to usne mandir se
ganesh murti churai aur 1 letter rakh diya
agar bachcha wapis chahiye to cycle le anaa.