Author: Ahsan Khan

hr bemari ka elaj hy

‘AAP(Sallallahu.Alahe.Waalehe.Wasallam)ne farmaya!
=kalonji
hr bemari ka elaj hy
=Sirka
behtreen salan hy,wo ghar kbhi ghareeb nhi hoga jis me
sirka mojod hy
=Zaiton
me 76 bimarion ka elaj hy,
==Zam Zam
hr bimari ka elaj hy
==Hr
Anaar
me jannat k pani ka ek qatra hota hy
==Shifa k do mazhr hyn
Shehed
Or
Quran Pak,
==Jis ghr me khajoor ho wo ghr wale kbhi bhoke na rahnge”
achi baat phelana sadqa.e.jaariya hy.’

‘Hr ibtada sy pehly hr intaha k baad,

‘Hr ibtada sy pehly hr intaha k baad,

“Zat-e- Nabi” buland hy “Zat-e-Khuda” k baad,

Dunya main ehtraam k qabil hain jitny log,

Main sb ko manta hun mgr “MUSTAFA” k bad…
I LOVE NABI PAAK [SAW]’

‘Ek Roz Aik Sahab Ne Hum Se Kaha:

‘Ek Roz Aik Sahab Ne Hum Se Kaha:
=
Aata Nhi Hy
Zikr-e-RÄSÖÖL-E-KHÜDÄ_s’a’w’w Tumhen
_
Bus FÄTiMÄ_s’a ki Baat Hy Ya HÄiDER_a’s ki Bat Hy
_
Me Ne Kaha
Zikr-e-RÄSÖÖL-E-KHÜDÄ Kroon..
_
Kehnay Lagay k Haan Yahi johar ki Baat Hy
_
Me Ne Kia jo
Dawat-e-AwwaL ka Tazkira
_
BoLay Hat’tao is Me To HÄiDER ki Baat Hy
_
Me Ne Kaha
Jihad-e-Päyämbar Kroon Bayaan
_
BoLay KhandaQ ka Zikr Hy Kahi’n Khebar ki Baat Hy
_
Me Ne Sunaya
Ääyät-e-Tätheer ka NuzooL
_
BoLay k GHAR Me Rehnay Do Ye Ghar ki Baat Hy
_
Me Ne NÄBi ki Butt-Shikni ka kia jo Tazkira
_
BoLay Paa-e-ÄLi Aor Dosh-e-Päyämbar ki Baat Hy
_
Me Ne Sunaya jab Shab-e-Hijrat ka WaQiya
_
BoLay k Ye RÄSÖÖL k Bistar ki Baat Hy
_
Me Ne NÄBi k Akhri Hajj ka kia jo Zikr
_
BoLay k Ye Ghadeer k Mimbar ki Baat Hy
_
Aray Me Ne kaha k Zikr-e-NÄBi kis Tarah Kroon
_
ÄHMÄD ki Baat Baat Me HÄiDER ki Baat Hy..!’

Noor Aankho’n Mein,

”+’+’+’=Noor Aankho’n Mein, To Chehrey Pe Ujaley Hongay

Mustafa Walo’n K Andaaz Niraley Hongay.

Hashr Mein Unki Shafa’at K Hawaley Hongay,

Hum Gunah_Gaaro’n Ko Sarkaar Sanbhaley Hongay.

Dunya Mein Un K Tassawar Se Muqadar Chamka,

Qabar Mein Ab To Ujaley Hi Ujaley Hongay.

Hashr To Eid Hogi “” Hum Deewano Ki,

Mere Sarkaar Aur Sub Un K Chahney Waley Hongay.’

‘QURAN Parho To Dil Khul Jaye

‘QURAN Parho To Dil Khul Jaye

NAMAZ Parho To Chehra Norani Ho Jaye

Kitni Dilkash Hai
RASOOL-A-ALLAH S.A.W.W Ki Sunnatain

Amal Kro To Zindagi Sanwar Jaye.’

‘Kitab-E-Hasti’ K

‘Kitab-E-Hasti’ K
‘Sarr-E-Warq’ Pe Jo
“Naam-E-AHMAD” Raqam Na Hota

‘Wajood-E-Hasti’
Ubhar Na Sakti, “Wajood-E-Loh-O-Qalam” Na Hota..

Zameen Na Hoti Falak Na Hota, Arab Na Hota Ajam Na Hota

Yeh
“Mehfil-E-Kon-O-Makaan” Na Hoti, Agar Woh
“SHAH-E-UMAM” Na Hota…!’

‘Yeh Rabi_ul_awal ka

‘Yeh Rabi_ul_awal ka jo aj chand nazar aya,

“D_G”

Imam_e_zaman ki yateemi ka mausam
aa gya

NABI(SA) K* ” CHAHNAY*

‘,.*””*.*””*.,

*NABI(SA) K*

” CHAHNAY*” “*.*”

WALUN KO.*””*.*””*.

* D!L * *. Se .* “*.*”

* 12 RABI-U-L AWAL*

Mubarak ho.’

For My All Best Frends

For My All Best Frends

Zindgi me kuch na dy sako to na sahi…
“DOSTO ”

Agr tm sy pahly mr jaon to “MAAF” zaror kr dana.
Assalam.o alaikum.

;-(GOOD MORNING):-|

Have A NICE DAY

/’\ /’\
G(“-,-”)(“-,-”)D_,
-¿_¿__,¿_¿___¿¿)

(\_/)
M(=’,’=)rninG.,
¿,__¿,____¿_¿_)”-

._(\_/)
( ‘, ‘ )hav a nice
¿,__¿__¿_¿) day.