Author: Ahsan Khan

Kal Fursat Na Mli To Kya Kro Gay?

Kal Fursat Na Mli To Kya Kro Gay?
Itni Mohlat Na Mil To Kya Kro Gay?
Roz Kehte Ho Kal Parho ga Namaz
Kal Agr Sans Na Rahi To Kya Kro
Gay.
Rasam Se Sunnat Achi
Neend Se Namaz Achi
Gunah Se Neki Achi
Bazaar Se Masjid Achi

Fazool Bataon Se Quran Ki
Tilawat Achi
Gheebat Se Zikr Acha

Na Darood
Na Quran
Ye Kaisa Hai Musalman
Phir Kehte Ho Q Nhi Hai
ALLAH Hum Per Mehrban…
Namaz Parho
OR
2Sro ko B Talqeen kro…

Blessing SMS in Hindi

Jo tum chaaho wo tumhaare ho,
Roshan raate aur khoobsurat sawera ho,
Jaari rakhege ham duao ka silasila,
Kee kaamyaab har manjil pe dost hamara ho…

Killing shayari by a girl

Killing shayari by a girl for her boyfriend:

aap aaye to bahar aa gyi

.

.

.

aap aaye to bahar aa gyi,

.

.

.

wrna

kab se mai ander hi baithi thi..

Hindi Shayari SMS

Kab Tak Hosh Sambhale Koi
Hosh Ude Toh
Ud Jaane Do

Dil Kab Seedhi Raah Chala Hai
Raah Mude Toh
Mud Jaane Do

Tere Khayal Mein
Doob Ke Aksar
Achhi Lagi Tanhaai
Saans Mein Teri ,Saans Mili Toh
Mujhe Saans Aayi
Mujhe Saans Aayi ♥

Boy:”hey,

Boy:”hey,

i love u,

meri gf banogi.. ??

.

.

.

Grl:”hmmmm!

Apna numbr de do,

jab current bf se break-up hoga

to miss call kar dungi…

Shikayat Kya Karon Dono

Shikayat Kya Karon Dono
Taraf Gham Ka Fasana Hai,

Tere Aage Mohobbat Hai
Mere Aage Zamana Hai …!!

Ek bar Rajnikant khana banane Jwalamukhi

Ek bar Rajnikant khana banane Jwalamukhi par gaya.

He was shocked!

.

.

.

‘Kyunki

.

.

.

waha already hum maggy bana rhe the

Bahut ho gyi tarif rajnikanth ki..

Hindi Shayari SMS

Sun li jo khuda ne woh dua tum to nahin ho,

Darwaazey pe dastak ki sadaa tum to nahin ho,

Simtti huyi sharmaayi huyi raat ki raani,

Soyi huyi kaliyon ki hayaa tum to nahin ho,

Mehsoos kiya tum ko to geeli hui palkein,

Bheegey huye mausam ki adaa tum to nahin ho,

Hindi Love SMS Collection

Itna khoobsurat chehara hai tumhara..
har dil diwana hai tumhara..
log kehate hai chand ka tukda ho tum..
lekin ham kehate hai chand tukda hai tumhara…

oye mere yaar Mere mercedees car

oye mere yaar
Mere mercedees car
mere guitar
mere dil k taar
mere twinkle star
mere moti k haar
mere dil k karar
GOOD MORNING YAARR.

Dreams visit us

Dreams visit us when we are asleep
but GOD is truly wise,
he wakes us up each day
& gives us every chance
to make our dreams come true!
Good Morning

Lovely Morning SMS

Aankhe kholo bhagwan ka naam lo,
Sans lo thandi hawa ka jam lo,
Phir zara mobile hath mai tham lo,
Aur Humse 1 DILKASH subah ka paigham lo:)
Good MorninG 🙂