Author: Ahsan Khan

‘Mere Muqadar Me Sirf Wafa Ki

‘Mere Muqadar Me Sirf Wafa Ki
Yadoon K Andhery Hen To Kya Huwa

Mujhe Apni Wafa Pe Itna Yakeen To Hai
K Kabi Usey Hm B Yaad Aainge !!’

Mery Seeny Say Zara,

Mery Seeny Say Zara,
Kaan Laga Kr Daiko..

Dil Dharkta hai Ya,
Zanjeer Zani Hoti Hai..!!’

‘Barray Masoom Bantay Ho,

‘Barray Masoom Bantay Ho,
Sitam Bhi Laakh Dhaatay Ho,

Sitam Choro Ya Na Choro,
Magar Masoomiyat Choro.’

‘Agar Tumse Zyada Taqat Wala Shakhs

‘Agar Tumse Zyada Taqat Wala Shakhs
Tumhe Maarey aur Tum Kuch Na Kar Sako

Tu Thora Sa Door Ja K Use Lanat De Kar Bhaag Jao.

Zubaida Aapa K Intiqami Totkay,.’

‘Agr Koi Apko SMS Ya Miscalls De

‘Agr Koi Apko SMS Ya Miscalls De Kar Tang Kar raha Hy Tu
Uska Number Facebook Par
Larki K Naam Se Likh Den aur Maza Dekhain.

Zubaida Aapa K Chechoray Totke.’

Agr ap chae bnaty waqt chae ki

‘*. .Agr ap chae bnaty waqt chae ki pati k sath thori
tambaco ki pati dal den tu koi b aenda
ap sy chae ki farmaish nhi kryga. .*

(zubeda aapa k janleva totky)

‘Chehre Ko Gulabi Krna Ho Tou

‘Chehre Ko Gulabi Krna Ho Tou
2 Eggs
1 Spon
Lal-Mirch
Phaint Ker
Chehre Pe 5 Mins
Masage Kr K Dho Len
Surkhi Ana Shruu Ho
Jaye Gi,

Zubaida Aapa K
Jaan-Leva Totke =’