Author: Ahsan Khan

Jese khana kharab,

Jese khana kharab,
Jese total azaab,
Jesey Aadi faqeer,
Jesay murda zameer,
Jese Naasoor ho koii sartaa howaa,
Ek zardari ko dekha to aisa laga,
Jese bijli ka taar
Jese khanjar ki dhaar,
Jesey dozakh ki aag,
Jesey zehrila naag,
Jese garmi ki dhoop

Aapko khushian itni milain jitni Musharraf ko galiyan,

Aapko khushian itni milain jitni Musharraf ko galiyan,
Aapki zindagi se gham aise khatam hon jese PTV se haya,
Aap ko GEO jaisa sabar milay,
Shohrat itni milay jitni “BB” ko mili
Health aisi mile jaisay SANGEETA ko
OR
Aapke din aise phirain jaisay zardari k!!!

Subse pehlay sadar-e-Pakistan,

Subse pehlay sadar-e-Pakistan,
Mulk ko bana do Qabristan,
Khatam karo musalman,
Dollar hai apna Eman,
Or Bush hai Abba jaan,

Ab CORRUPTION Ki Baari Hai

Ab CORRUPTION Ki Baari Hai
Kyun K Ab Daur-e-Zaradari Hai
Ab Aap Ki Izat, Apni Zimmadari Hai
Kyun k Izzat Ka Shikari Asif Zaradari Hai
Ab Tabahi Qismat Humari Hy
Kyun K Ab Daur-e-Zardari Hai . .

Asif zardari ne Islmabad men

Asif zardari ne Islmabad men
Nawaz sharif k sath mil ker Coca Cola pi
or Nawaz Sharif ne kaha k
judge kub bahal hongay?
to Zardari ne kaha..
.
.
.
BRRRRRRRRRRRR.!!!

Zardari aur zare

Zardari aur zare
mei kia faraq hai
zarda wo hai
jo hushi mei khaya
jaata hai
aur
zardari wi hai
jo hushio ko
kha jaata hai

Haqeeqat thi par

Haqeeqat thi par
khuwab nikla,
dur tha par pass nikla,
mein iss bat
ko kia kaho,
Ye zardari to Musharraf ka bi
baap nikla.

cheel uddi

cheel uddi
kawa udda
tota udda
kabootar udda
kutta udda
is baar pata nahi
konse mulk k liye udda ha
samaj to honge app
sahti bohat ha na…….

Yateem ho gya hun….

Yateem ho gya hun….
B.V mar gai ha……
2 betiyon ki shadi krni ha………
IMDAAD KI JAYE…
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Zardari press conference
Karte hue Ro paray…….

Ek Zardari mota taza tha,

Ek Zardari mota taza tha,
Jo mazay se mulk ko khata tha.
Ding Dong.
Ding Dong.
Zardari ne beth k socha k,
Bibi ko dengy dhoka.
Bibi ko marengy goli,
Or khaengy mulk main Ding Dong.
Ding Dong.
Ding Dong.
Par Army bari siyani thi
Or Zardari ki shamat aani thi.
Par army bech se nikal gai,
Kyon k mushrraf ki niyat badal gai,
Phir Zardari ban gay naya Don
Ding Dong.
Ding Dong.
Pakistan ki siyasat bubble gum.

Itni si baat pay dil ki darhkan hi ruk gai……..

Itni si baat pay dil ki darhkan hi ruk gai……..
Ik pul jo tasawur kia us k baghair jeenay ka…….
Mere kareeb to aao ki bahut udaas hoon mai,
koi kahani sunao ki bahut udaas hoon mai,
kisi bhi jhoote dilaase se dil ko behlao to sahi,
bus aaj toot ke chaho ki bahut udaas hoon mai.

Zardari ka Kutta Zardari se rooth gaya.

Zardari ka Kutta Zardari se rooth gaya.
Jaa k ganday naalay main kood gaya.
Doobtay huye bola ab aur zulm nahi sahengy.
Ek ghar main 2 kuttay nahi rahengay.