Author: Ahsan Khan

‘Hum zinda qoum hein

‘Hum zinda qoum hein
painda qoum hein

Hum sab ki hey pehchan
Hum sab ka pakistan

Happy 14 August’

‘Hamein azzadi ki qeemat ko yad rakhna chahiay

‘Hamein azzadi ki qeemat ko yad rakhna chahiay
jo hamarey buzurgon ney is mulak ko hasil karney
k liay ada ki . is liay her waqet ALLAH ka shukar
karein aur is bat ka jazba dil mein zinda rakhein
Happy 14 August’

Geelay Kaghaz Ki Tarha Hai Zindagi Apni,

Geelay Kaghaz Ki Tarha Hai Zindagi Apni,

Koi Likhta Bhi Nahi Aur Jalata Bhi Nahi,

Is Qadar Akelay Ho Gaye Hain Aaj Kal,

Koi Satata Bhi Nahi Aur Manata B Nahi.

Aaj main Apko Laziz Khana banana sikhati hn…

Aaj main Apko Laziz Khana banana sikhati hn…

1) 1 Dish mein ANGOOR rakh lein.

2) Phir Dish ko haath mein Pakrein

3) Or kisi Sheeshe k samne khare hojayen

Bas Dish ready hogai

Dish Ka NAME

Langoor k hath mein Angoor….

Jinhein Dil Se Chaha

Jinhein Dil Se Chaha
Jinhein Dil Se Pooja
Nazar Arahe Hay Wo He Ajnabi Se
Rivayat Hai Shayad Yeh Sadiyoun Purani
Shikayat Nahi Koi Zindagi Se….

Woh Zindagi He Kya Jisme Mohabbat Nahi

Woh Zindagi He Kya Jisme Mohabbat Nahi
Woh Mohabbat He Kya Jisme Yaadein Nahi
Woh Yadein He Kya Jisme Tum Nahi
Aur Woh Tum He Kya Jis K Sath Hum Nahi,.*,.*.,

Khuda Har Buri Nazar Se Bachaye Apko

Khuda Har Buri Nazar Se Bachaye Apko

Chand Sitaron Se Sajaye Apko

Gham Kya Hota Hai Ap Bhool He Jaye

Khuda Zindagi May Itna Hasaye Apko…***…

Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana

Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hain,
Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hain,
Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil,
Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girlfriend Bananey Se Darte Hain…

*SÄlÄm-E-Süßh*

*SÄlÄm-E-Süßh*

*Allah ßlé$S Ü*

,.**., WitH Ä
( ‘-’ ) CööL
(,l:l,) MÖrÑiÑG

*ÄÑd*
Ä GöLDèÑ SüÑSèT

*Bè HÄPpY*

*HÄVè Ä BèÄüTiFüL DÄy*

*GööD MöRÑIÑG*