Author: Ahsan Khan

lah ta-aala bless you

lah ta-aala bless you and
your family by plentitude of blessings.
Ameen!
jumma mubarak

jumma mubark k din MAGHRIB

jumma mubark k din MAGHRIB
or
ISHA k darmiyan
3 baar SURAH FATEHA parhne se,
ALLAH pure saal k rizk ka intezam kar deta hai.

jumma mubarak

ÅLLÅH aap pr or ap k ghar walon pr

,*”* JUMMA *”*,
*, MUBARAK ,*
*,, SAB KO,,*
‘”””¥”””
ÅLLÅH aap pr or ap k ghar walon pr
apni Rehmaten or ßarkatain Naazil Farmae.
AMEEN.

Happy 2nd Friday of Ramz

Happy Rainy Day Dua Hai Barish Ke

/ ‘ /’ /;/;/.
/; / .’/ /’; /
; / ;./ ;/ ;/
//; // .;’/ /
Happy Rainy Day Dua Hai Barish Ke
Jitne Qatre Girain Utni Hi
Apko Khusyan mile…

Bohat Dino Se Thi Ye Asman Ki Saazish.

Bohat Dino Se Thi Ye Asman Ki Saazish.
Aj Puri Hui Iski ye Khuwahish..
Bheeg lo Apno ko Yaad Ker K..
Mubarak Ho jumma ki Ye pehli Barish..!

Happy Rainy Day!

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha,

Sawan ne bhi kisise pyar kiya tha,
Usne use Baadal ka Naam diya tha,
Rote the dono 1 dusre Ki Judai me,
Aur Logone use Barish ka Naam diya tha.

Dil Udaas Rehta Hai

Dil Udaas Rehta Hai
Baarishon Ke Mausam Mein
Zindagi Pighalti Hai
Khwaahishon ke Mausam Mein
Waqt Thehar Jata Hai
Muntazir Nigahon Mein
Janglon Ke Khatray Hain
Bastion Ki Raahon Mein
Ho Sake Tou Lout Aana
Pyar Ki Panahon Mein..
Ishq Ka Ijaara Hai
Dil Ki Shahraaon Per

Log Kehtay Hay K Haseen Mar Jatay Hain

Log Kehtay Hay K Haseen Mar Jatay Hain
To Sitaray Ban Jatay Hain
May Kehti Hu Jab Sitaray Gir Jatay Hain
To Tum Jaisay Dost Ban Jatay Hain.,,.,.,..,,!

Life Brings U

Life Brings U
Kabhi Khushi Kabhi Gham
It Is Always
Hum Tumharay Hay Sanam
Let’s Live Together
Who Know Kal Ho Na Ho
When It Ends
Na Tum Jano Na Hum
If U Need A Good Aashiq
May Hu Na!

Khwabon May Ayengay

Khwabon May Ayengay
Sms Ki Tarha,
Dil Main Bus Jayengay
Ringtones Ki Tarha,
Pyar Kabhi Kam Na Hoga
Balance Ki Tarha,
Bus Ap Busy Na Rehna
Network Ki Tarha.