Author: Ahsan Khan

Wo Tuje door se Dekh k Apna DOPPTTA

Wo Tuje door se Dekh k Apna
DOPPTTA Sambhal LeTi he…

wa wa wa

Me Heraan Hn k wo itni Door se
b

Kamina Pehchaan Leti he!

Hun kr waa waa!

Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai

Subah hote hi jab duniya abaad hoti hai
Aankh khulte hi aapki yaad hoti hai
Khushiyon ke phool ho aapke aanchal mei
Ye mere honthon pe pehli fariyaad hoti hai…

Dabby me Dabba,

Dabby me Dabba,

Dabby main Cake,

wa wa wa wa

Tmatar K Mu waly Koi Msg to
Bhej…

Ab bolo wa wa

(“,) Oy Teri Baisti
<)(/ hogi... _/\_

Tufan me kashti ko kinare be mil jate hain,

Tufan me kashti ko kinare be mil jate hain,
Jahan me logon ko sahare be mil jate hain,
Duniya me sabse pyari hai zindgi,
Kuch log zindgi se pyare be mil jate hain.
Happy Engagement Day

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa,
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga,
Jab bhi bhoolne ki koshish ki,
Aye dost! tu dil ke aur bhi kareeb aane laga…

Apne Dil Mein Armaan Koi Rakhna

Apne Dil Mein Armaan Koi Rakhna
Duniya Ki Bheed Mein Pehchan Koi Rakhna
Acche Nahi Lagte Jab Hote Ho Udaas
In Hothon Pe Sada Muskaan Banaye Rakhna…

‘Tabsira Is Sanehay Pr,

‘Tabsira Is Sanehay Pr,
Aur Kya Ho Dosto!,,,

Doobny K Waasty,
Nikla Tha Ghar Sy,
Aaftaab!!….’