1 Pathan Aaina Dekh k.,.,
1 Pathan Aaina Dekh k
sochny lga,
Yar isko kahin dekha
hy’
Thori dair sochny k
baad
“O Teri Khair
ye to wohi hay
jo Mere sath us din
Baal katwa raha tha.
1 Pathan Aaina Dekh k
sochny lga,
Yar isko kahin dekha
hy’
Thori dair sochny k
baad
“O Teri Khair
ye to wohi hay
jo Mere sath us din
Baal katwa raha tha.
“Tum say kuch nahin kehtay,
Faqat itni Guzarish hay,
!”Jan’!
“K Utni Baar Mli Jao,
“K Jitna Yaad Aatay ho.
zinda rha to tmhara hi
sth nibhaoun ga.
“DOST”
Bhool jaun To samjh lena
k
Bhabi mil gyi he.
(-,-) (‘.’)
<//\,,,/\.
_!!_,,_/\_
Chalo begum.
1 yehi baat mujhy chain
se sony nahi deti.
“DOST”
K
pakistan bhar ki auraton
ko
Aetemad ariel par Q hy.
(,”)/’hum mar
<\/ gya hen
_/\_ kya??
Itna qareeb ao k jee bhar
k daikh lu..
Shayad k phir milo to yeh
zok-e-nazar na ho..
Tofan Me bikhrte Chaly gaye.
Tanhai Ki gehrai Me Utrte chaly
Gaye,
Jannat thi har sham jin dosto k
saath,
Ek-ek-Kr k sab Bicharte Chaly
Gaye.”
“MISS U”
1 Traffic police Wala
Buriya Se:Main Kitni
Dair Se Siti Baja Rha
Tha,
Aap Ruki Nahi?
Buriya:Beta Ab Meri
Siti Sun K Rukne ki
Umar Ni He.
So Rahy Hain sb Neendon Sy
Mohabbat Karny waly,
JinEin ho Mohabbat insanon
sy Unhein Neendei Raas Nhi
Aatien.,
GOOD NIGHT..’-)
sweet Dreams…’_)
Wife:
Meine suna hai k jannt mein
Mardon ko Hooren milen gi.
To Aurton ko kya mile ga?
Husband;
Kuch nahi.
Allah sirf muzloom ki sunta
hai.,.
Sardar:
Is sheeshay ki kya guarante
hy?
Dukandar:
Esko 100 manzil se nichey
girao,99
manzil tk nhi tootey ga.
Sardar:
jee Oye!kar dy pack.
Ek Bach Roz Maths K Sir
ko phone krta hai.
Sir ki wife:
Kitni Baar Kaha Wo Mar
Gaye Hain.
Baar Baar phone Q karte
Ho?
Bacha:Sun K Acha Lagta Hai..
=Khuda ne
“AANKHE”
kitni ajeeb banayi he..
=Jab ye khulti he, to duniya
use rula deti he..
Pr,
=Jab ye bandh hoti be,to ye
duniya ko rula deti he,
Mohabbat bhi ajab cheez banai
hy Tu ny:
“*”A KHUDA”*”
Teri hi Masjid mein Tere hi
banday,
Tere hi samnay Rotay hein kisi
Or k liy.