ap mujhe lift dein gay to main apko

Girl:
ap mujhe lift dein gay to main apko apna cell no:
don gi 🙂

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Boy:
Jahan chaho wahan chhor don ga,

Numbr vmbr rehne do,

Bas 100 ka petrol dalwa dena baji:)

Uffff “Mehangai ne larkon ko bhi shareef bana diya hai “