Bakwaas km kiya kro.

Ek Larki Ne apny boyfrnd se pucha…
Ham Her Cheez ka Naap Karty hen,
wazan,lambaii,taaqat,speed faasla,
mgar
hum ne kabhi Mohabbat,etimaad,Dosti
OR
akhlaaq ka naap nahi Kiya…
Aakhir Q

Larky Ne Socha Or larki Ka haath apny
haathon men le kr uski aankhon men dakhty
hue kaha…..

Bakwaas km kiya kro.
men Dete Pe aya hum,
physics ka viva deny
nahin…. 3:)