Hum mujrim hain, “TU” Shehansha hai

‘”Sweet PRAY”

Aye”ALLAH”Har KHUBSURT Din K MALIK

Hum kamzor hain
“TU” Taqat wala hai

“Hum aajiz hain,
“TU” Bay-Niyaz hai,

Ay “ALLAH”

Hum Mangtay hain,
“TU” Daita hai,

“Hum mujrim hain,
“TU” Shehansha hai,

“Tujhe” Teri
Shan-e-Rahemi-O-kareemi ka waasta

Hum par Karam farma,

Q k hum kisi imtihan
Or
Azmaish k qabil nahi hain,

Ay “ALLAH”
“TU” Muaf karne wala hai

Or

Mafi ko pasand karta hai

Humhain bi Muaf farma,
“*AAMEEN*”‘