Allah Rabb-Ul-Izzat Farmatay Hain:
Ae Banday!.
.
1:
“Mujh Say Kal Ka Rizq Na Maang,,
Jis Tarah Main Tujh Say Kal Ka Amal Nahi Mangta”
2:
“Main Tujhay Pasand Hoon Tou Ye Tera Haq Hai,,
K Tu B Mujhay Pasand Ho”
3:
“Tu Meray Thoray Diye Say Razi Ho Ja,,
Qayamat K Din Main Teray Thoray Kiye Say Razi Ho Jaoon Ga”
4:
“Jab Tujhe Ghussa Aaye Tou Mujhay Yaad Kiya Kar,,
Main Apnay Ghazab K Waqat Tujhay yad rkhon ga….!