Jumma Mubarak

Uss ke dar pe sakoon milta hai,
Uski Ibadat se Noor milta hai,
Jo jhuk gaya Allah ke sajday main,
Usse sab kuch zaroor milta hai,
Jumma Mubarak