Ajab Rawish Hai.,.,

“Ajab Rawish Hai
Tere Mizaj-e-Be’Niazi
Ki,

Jo Hum Yaad Karein
To Masroof Hai Tu,
Jo Tu Yaad Kary To
Ehsaan Tera”