1 naya naya tableeghi pathan
tableegh say wapis aaya to
apni Bivi ko maarnay Laga.
Dost ny puchha:
Isay Q Maar Ray ho?
Pathan Bola:
Ye Daarhi nai rakhti.
Dost nay kaha k bewaqoof ,
aurton ki daarhi nai aati.
Pathan:oye mujhay pata hai,
magar ye “IRADA” to karay.. 😀