Na Raha Karo Udaas Kisi BeWafa Ki
Na Raha Karo Udaas Kisi BeWafa Ki Yaad Mein..
Wo Khush Hai Apni Duniya Mein Teri Duniya Ko Ujaar Kar..
Na Raha Karo Udaas Kisi BeWafa Ki Yaad Mein..
Wo Khush Hai Apni Duniya Mein Teri Duniya Ko Ujaar Kar..
Wo apni zindagi mien howa Masroof itna,
Wo kis kis ko bhol gya usay ye bhi yad nahi.
Jo Mere Zikr Par Ab Qahqahey Lgata Hai
Bicharte Waqt Koi Haal Dekhta Uska..
Ajeeb rishta raha kuch is tarah apno se,
Na nafrat ki waja mili na mohabbat ka sila.