Category: Chand raat SMS

Suna nhi

Suna nhi
me hr
jga
nzar agaya
hon
“chand mubark” 🙂

Ab tu har bars,

Ab tu har bars,
Chand raat ko main chand ko dheekta hoo
aur yeh guman karta hoo k shayad ab ki bar chand
raat main tum b chalay aao,
Aur chpkay say meri aankhon par haath rakh ker keh
doo Chand Rant Mubarak Ho.

Allah kary har raat chand banke aye

Allah kary har raat chand banke aye
Din ka ujala shaan ban ke aye
Kabhi na dur ho apky chehre se muskurahat
Har din aysa mehman ban k aye

Mubarak ho Shawwal ka chand

Mubarak ho Shawwal ka chand
Jisne bana diya Hr Ghar ko Gulistan,
Chala Jaega aaj yeh Mehmaan,
Tohfe me de K Jaa raha hai EID subko,
Alvida Alvida Mah-e-Ramzaan Alvida
Alvida Mah E Ramzaan,
Juma Tul Wida,
Sab ko bohat bohat Mubarak ho Shawwal ka chand.
Eid Ul Fitr Mubarak Ho

Udhar se chand tum dekho,

Udhar se chand tum dekho,
Idhar se chand hum dekhen,
Nigaahain yu’n takrayen ke do dilon ki Eid ho jaye..