Woh kaunsa lamha tha jo gujar gaya
Woh kaunsa lamha tha jo gujar gaya
Ek lamha kya gujra, ek zamana gujar gaya
Zindagi toh khatm ho gayi, lekin maut na aayi
Ek pal mein hi mera fasana gujar gaya
Woh kaunsa lamha tha jo gujar gaya
Ek lamha kya gujra, ek zamana gujar gaya
Zindagi toh khatm ho gayi, lekin maut na aayi
Ek pal mein hi mera fasana gujar gaya
Kis ko kya jo qadamoon par jabin bandagi rahk di..
Humari cheez thi hum ne jahn chahi wahi rakh di..
Jo dil manga to who bole ke thairao yad karne do..
Zara si cheez thi hum ne khuda jane kahn rakh di-
Sham hote hi jane kyoon khud ko..
Be iradah talash karte hain..
Jo tereraste se mil jae ..
Aesa rasta talash karte hain-
Dard ko na dekhiye dard se
dard ko bhi dard hota hota,
dard ko bhi zarurat hai pyar ki aakhir ,
dard hi to humdard hota hai.
Chal mere sath kabhi to kisi virane mein..
Mein tujhe shaihr se hat kar dehko..
Tujh ko zid hain meri binayi rahe na rahe..
Tere chchrae ki naqabeen to ulat kar dehkoon-
Karte hai tujhe pyaar karte hi rehenge,
Bewafa duniya se ham ladate hi rahenge,
Ae bhool jaao tujhko ye mere bas me nahi,
Chaha hai tujhe ham chaahte hi rahengeā¦
Apna khushi se nahi gam se bhi rishta hai mera,
Ye to aapki jindagee he wo ek hissa hai mera,
Ae dost aapse lafjo ka nahi rooh ka rishta he mera.
Aap jaise dost kuch khaas lagate hai,
Man main har waqt ek aas rakhte hai,
Jaane kab aa jaaye SMS aapka,
Isaliye cell ko dil ke paas rakhte hai.
Apni bebasi par aaj rona aaya,
Doosro ko kya maine apno ko aajmaya,
Har dost ki tanhaai door ki,
Lekin khud ko har mod par akela paya.
Unko pyaar karne ka hisaab na aaya,
Meri kisi bhi baat ka jawaab na aaya,
Ham to jaagte rahe unke hi khyaalo me,
Aur unko so kar bhi hamara khwaab na aaya.
Wo aate to hai par samay se nahi,
Wo chalte to hai par man se nahi,
Kaun kehta hai ki wo pyaar nahi karte,
Karte to hai par ham se nahi.
Aasmaan se utaari hai, taaro se sajaai hai,
Chaand ki chaandni se nahaai hai,
Mere dost! sambhaal ke rakhna ye dost
Ye meri jindagee bhar ki kamaai hai.
Aaj phir dil hai kuch udaas udaas,
Jaane kyon ek maayusi si chaayi hai,
Aaj phir palko pe paani hai,
Bheed me hu phir kyon ye tanhaai hai.