Agar Zindagi mai judai na hoti
Agar Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayaed
Rishton mai yeh gahrai na hoti…
Agar Zindagi mai judai na hoti
To kabhi kisi ki yaad aai na hoti
Sath hi guzarta her lamha to shayaed
Rishton mai yeh gahrai na hoti…
Ikraar mein shabdon ki ehmiyat nahi hoti,
Dil ke jazbaat ki awaaz nahi hoti,
Aankhen bayaan kar deti hain dil ki daastan,
Mohabbat lafzon ki mohtaaz nahi hoti!
Dil Ki Dhadkan Se Teri Awaz Aati Hai,
Meri Har Saans Se Teri Awaz Aati Hai ,
Na Jane Kya Ho Gya Hai Muje ,
Main Baat Karta Hu Teri Awaz Aati Hai…
Koi apna naraz ho to yun na
socho k khudi maan jayga.,.
Kahin aesa na ho k koi aur
uski Udasi ki waja itny pyar
se poochy k wo usi se dil laga
bethy.
Haste rahen aap hazaron ke beech mein,
Jaise haste hein phool baharon ke beech mein,
Roshan ho aap duniya mein iss tarah,
Jaise hota hai chand sitaron ke beech mein…
Aashiq ne pucha khuda se,
Tune duniya ko pyaar ka dushman kyu bana diya?
Khuda bola aashiqo ne kaunsa mere saath accha kiya,
Unhone ne bhi toh yaar ko khuda bana diya…
Jab hamko unse mohabbat thi
Unhe hamari mohabbat pe shak tha
Jab unhe ehsas hua hamari mohabbat ka
Tab hum par kisi aur ka hak tha..
Har dil ki dhadkan main koi baat hoti hai,
Har udas zindagi main kisi ki yaad hoti hai,
Tume pata ho ya na ho tumhari,
Har khushi ke piche humari duaa hoti hai.
Kisi ki chahat ka tum emtehan na lena,
Jo nibha na sako toh wada na dena,
Jise tumhare bina jine ki aadat na ho,
Usko jyada jine ki dua na dena…
Chaho Aap jise chahat se zyada.
Sapne dekho aap jiske nind se zyada.
Mango aap jise mannat se zyada.
Khuda kare wo bhi aapko pyar kare
apni “SAANSO”se jyada.
Kiya yahi kamaal hai
Ishq-o-Mohabbat karne
ka.
“Ummar jeene ki hai,
Aur Shoq marne ka..!!
Na karOn Yaad us kO tO Ulajy
JATA HOun apni hi SansOn Se!
Smajh Nhi Aata Zindagi SansOn
se Hai,Yaa uski Yaadon Se,,
Na jane uss par itna yakin kyon hai,
Uska khayal bhi itna hasin kyon hai,
Suna hai pyar ka dard mitha hota hai to
Ankhon se nikla aansu itna namkin kyo hai?