Category: Miss You SMS

Dil ke aaine me hai
tasveer-e-yaar.

Jab zara gardan jhukai
dekh li.

Yeh pyaari nigahein yaad rahengi,

Yeh pyaari nigahein yaad rahengi,
Mil kar na milne ki ada yaad rahegi,
Mumkin nahi ki main tumhe bhula doon,
Aur umar bhar tumhein bhi meri yaad na aaya.

Har insan ki alag pehechan hoti hai

Har insan ki alag pehechan hoti hai
Magar hamary msg ki alag shan hoti hai
Har kisi ko nahi kartey hum msg
Magar jis ko kartey hain uss main
hamari jaan hoti hai.

Kitne chehre hain is duniya me

Kitne chehre hain is duniya me
Magar humko ek chehra hi nazar
aata hai,
Duniya ko hum kya dekhe,
Uski yadon me saara waqt guazar
jaata hai.

Kyu itni teri yaad satati hai,

Kyu itni teri yaad satati hai,
Kisi ko bhi dekhun bas tu hi nazar aati hai,
Har ada teri itni pyaari si lage yun,
Jaise tu har waqt mere saamne khadi hai.

Duniya me sabse pyaari hai teri yaari,

Duniya me sabse pyaari hai
teri yaari,

Dekh k ye jal gayi duniya
saari,

Kya tumhe yaad ati nahi
hamaari…

To chal ab SMS karne ki teri
bari..

I MISS YOU

Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,

Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota,
Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota,
Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein,
Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota

Chahta hoo tujhe pyar du

Chahta hoo tujhe pyar du
Dost par apni jindagi waar du
Jab tera message nahi milta to
Dil karta hai tere DIL me goli
maar doooo

Kisi bhi mushkil mod per

Kisi bhi mushkil mod per
Hum na kahenge AAPKO….”C U”….
Rahenge sath hamesha ME & U…..
Kal hum na rahe DUNIYA me to
Rakh kar fool meri kabar pe
KAHNA STUPID

“I MISS U“

Mausam ki nazakat hai.

Mausam ki nazakat hai.
Hasraton ne pukara hai.
Kaise kahen ke kitna
miss karte hain.
Yeh sms usi yaad ka
ek ishara hai.

Yakin pe yakin dilate hai Dost,

Yakin pe yakin dilate hai
Dost,
Rah chalte ko bewakuf banate
hai Dost,
Sharbat batakar daru pilate
hai Dost,
Par jo kuch bhi ho,
Sale bahut yaad ayate hai
Dost

Gujre hue kal ki yaad aati hai,

Gujre hue kal ki yaad
aati hai,
kuch lamho se aankhen bhar
aati hai,
woh subah rangeen woh shaam
nirali jaati hai,
jab aap jaise dosto ki yaad
aati hai….