Dard ki dewar per faryad kya karty hen,
Dard ki dewar per faryad kya karty hen,
Her raat tanhai ko abad kya karty hen,
A Khuda unhain zaror khush rakhna,
Jinhe hm her Lamha Yad kya karte hen.
Dard ki dewar per faryad kya karty hen,
Her raat tanhai ko abad kya karty hen,
A Khuda unhain zaror khush rakhna,
Jinhe hm her Lamha Yad kya karte hen.
Dil Ko Hum Se Churaya Aap Ne,
Door Hote Hue Apna Banaya Aap Ne,
Kabhi Bhool Nahi Payenge Aap Ko,
Kyu Ki Yaad Rakhana Sikhaya Aap Ne…?
Tumse dosti karne ka hisab Na aya
Mere kisi V sawal ka jawab N aya.
Hum to jagte rahe tumhari hi khayalo me
or tumhe so kar V hamara khawab N aya
Q karty ho Dil pe,
Itna Sitam,
.
Yaad karte nhi to,
Yaad Aatay Q ho??
Jab Jab Mein Leta Hoon Saans Tu Yaad Aati Hai,
Meri Har Ek Saans Mein Teri Khushbu Bas Jaati Hai,
Kaise Kahu Tere Bina Mein Jinda Hoon,
Kyunki Har Saans Se Pehle Teri Yaad Aati Hai…
Bhola sa chehra yaad rahega,
Pyar bhara dil bhi yaad rahega,
Yeh galat hai ki hum aapko bhul jayenge,
Aap to kya aapka saath bhi yaad rahega…
Phoolo se poocho es main singhar kitna hai?
Mere dil se poocho is main pyar kitna hai?
Saye ki tarha tumhara pyaar saath rehta hai…
Tumhare saath guzra hua har lamha yaad rehta hai…
Yaad kisi ko karna ye baat nahi jataane ki,
Dil pe chot dena aadat hai zamane ki ,,
Hum aapko bilkul nahi yaad karte ,
Kyonki yaad kisi ko karna nishani hai bhool jane ki …
Dosti hoti hai dilke raaz batane ke liye,
Hum apni hasti mitade aapko hasaneke ilye,
Milne ki aapko fursat hi nahi,
To hum sms karte hai tumhe
apni yaad dilane ke liye …
“Na Socha Karo Her Bar K Hum
Bhool Jayen Gay Tum Ko”…
“Na tum itny Aam ho,
Na Ye mere Bus Ki Baat Hai…
Koi hasae to has lete hai…
Dil me dard ho to ro lete hai…
Nind waise bhi kam aati hai
Par sapno me tum aaoge
Yeh soch ke so lete hai…
MISS U
Pane se khone ka maza aur hai
Band aankho se dekhne ka maza kuch aur hai
Aansu bane lafz aur lafz bane gazal
Teri yaado ke saath jine ka maza kuch aur hai…
Kiss kisi ki mahphil me,
Kiss kisi ne kiss kisi ko kiss kiya.
Ek hum hai jisne her kiss ko miss kiya,
Aur ek aap hai jisne har miss ko kiss kiya