Category: Romantic SMS

Apni nazar me meri nigaah

Apni nazar me meri nigaah phir kyon dhoondhte ho..
Apni tanhai me meri kami kyon mehsoos karte ho..
Apne ahsaason me meri chhuuan kyon talashtey ho..
Apne lafzon se aksar yeh faasley kyon taye karte ho..

Mohabato mein jeene wale kush nasib hai.

Mohabato mein jeene wale kush nasib hai.
Mohabato mein marne wale bhi ajeeb hai.
Azeem hai hamari dastan JAANEMAN,
Faaslo par rehte hai phir hi Dil ke qareeb hai.

Khwabon mein aate ho TUM

Khwabon mein aate ho TUM
yaadon mein aate ho TUM
jahan mein jau jahan mein dekhu
mujhe nazar aate ho TUM

Kuch nasha teri baat ka hai

Kuch nasha teri baat ka hai
Kuch nasha dhimi barsaat ka hai
Hum to kabse nashe me dub jaane ko tayyar hai
Intezar to sirf aapki mulakat ka hai..
`

Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua

Kitne pyar unhe karte hai..aaj hamein maloom hua
Roz intezaar kyun karte hai..aaj hamein maloom hua
Na chaah kar bhi dil kyun dukhaay unka
Itna kyun aazmaate hai unko..aaj hamein maloom hua..

Mulakat maut ki mehman ban gayi hai

Mulakat maut ki mehman ban gayi hai
Nazar ki duniya veeran ban gayi hai
Meri sans bhi ab meri nahi rahi
Ye zindagi aapki mohabbat par kurban ho gayi hai

teri mohabbat pe sakh kar ke..

teri mohabbat pe sakh kar ke..
humne aapne aapko kamzor sabit kya hai…
maf karde hume is kahta pe..
aakhir tere judai hi iska karan hai…

bhulana aapko na asaan hoga.

bhulana aapko na asaan hoga.
bhule jo aapko wo naadaan hoga,
aap baste ho dil me hamare,
aap hame na bhule ye aapka ehsaan hoga..

Tere intezar me palke bichhaye baithe hai.

Tere intezar me palke bichhaye baithe hai.
wo ayege isiliye ummid jagaye baithe hai.
na todna kabhi milne ka wada
ki hum ab to apni jaan ki bazi lagaye baithe hai…

wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi.

wo na aaye unki yaad aakar wafa kar gayi.
unse milne ki tamanna sukoon tabah kar gayi,
aahat hui socha asar duaa kar gayi,
darwaja khola to dekha majak humse hava kar gayi..

Aankho me armaan diya karte hai,

Aankho me armaan diya karte hai,
hum sabki neend churaliya karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi to
samajh lena hum aapko yaad kiya
karte hai..

kab unki palko se izhar hoga,

kab unki palko se izhar hoga,
dil ke kisi kone me hamare
liye bhi pyaar hoga,
gujar rahi hai raate unki
yaado me kabhi to unko hamara intezar hoga,?