Ladkiya Hoti Hai Nagin Ki Tarah,
Ladkiya Hoti Hai Nagin Ki Tarah,
Jab Dasti Hai Tab Chuban Tak Nahi Hoti,
Par Aisa Zaher Phela Jai Hai Ke Naa Uski Davaa
Hoti Hai Na Hai Duaa,
Sirf Tadap Tadap Ke Moaat Sazaa Hoti Hai…
Ladkiya Hoti Hai Nagin Ki Tarah,
Jab Dasti Hai Tab Chuban Tak Nahi Hoti,
Par Aisa Zaher Phela Jai Hai Ke Naa Uski Davaa
Hoti Hai Na Hai Duaa,
Sirf Tadap Tadap Ke Moaat Sazaa Hoti Hai…
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya,
to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya,
dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere
shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke
liye to gam aur badh gaya…
Mohsan Khushi Ki Bheek
Kis Kis Se Mangta?
Acha Hua Kay Ghum Se
Tabyat Sambhal Gai
Hum dono mil bethain ge
to raat khub guzry gi ……
tanhai ka ye kehna both
acha laga mujhe….. 🙁
Jo hukum karta hai woh iltejaa bhi karta hai…
Yeh Aasman bhi jaake kahin pe jhukta hai’
Tu agar bewafa hai to yeh buri khabar bhi sun le..
Mera intezaar koi aur bhi kartaa hai…
kuchh beete hue lamho se mulakat hui
kuchh tute hue sapno se baat hui
yaad jo karne baithe un tamam yaado ko
to aapki hi yaado se shuruat hui…
Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya,
to sher ban gaya,
Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.
Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,
Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya…
Mere Pyar Ko Wo Samajh Nhi Paya
Rothe The Jb Tanha To Koi Pass Nhi Aya
Mita Dya Khudko Kisi K Pyaar Me
To Bhi Log Kehte Hai Mujhe Pyar Krna Nhi Aya..
Saath Chod Kar Gam Nahi Mujhe,
Gam Ye Hai Tu Meri Zindgi Me Aya Kyu,
Pyar Ki Is Choti Si Bhool Ke Liye Zindgi
Bhar Ko Mujhe Rulaya Kyu …?
khuda kare ki pyar me kisi ka dil na toote
jaise rutha mera sanam kisi aur ka na ruthe
rota hai dil aur toot jate hain sapne
ankhon ke aansoo bhi nahin hote hain apne…
Unki galiyoon se jab guzre to manzar ajeeb tha,
Dard tha magar wo dil ke kareeb tha,
Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein…
Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha..
Itna kuch khoya hume paana naa aaya,
Pyaar kiya to jatana naa aaya,
Dil mein bas gaye woh pehli hi nazar mein,
Kasur humara tha jo hume unke Dil mein samana naa aaya…
Guzri hui Zindagi ko kabhi yaad naa kar,
Taqdir mein jo likha hai uski fariyaad naa kar,
Jo hona hai woh ho kar rahega,
Tu fikr mein apni hasi baraad naa kar…