Category: Sad SMS

Hamne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya

Hamne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya
Nahi Jante The Ki Hamne Kuchh Galat Kiya
Wo Pyaar Ka Vada Hamse Karke Mukar Gaye
Khair Unki Bewafai Se Kuchh To Sabak Liya…..

Ishq kar deta hai bekrar

Ishq kar deta hai bekrar
bhar deta hai pathar ke dil me pyar,
kyu nahi milti zindagi ki ye bahar,
kyunki ishq ka dusra naam hai intezar…

aap se jab humari yari ho gayi,,

aap se jab humari yari ho gayi,,
duniya hamari aur bhi pyari ho gayi,,
is se pehle kisi bhi chiz ki aadat na thi,,
par ab aap ko yaad karne ki bimari si ho gayi

Jane kyu itna yaad ate ho aap,

Jane kyu itna yaad ate ho aap,
Jane kyu itna Dil ko lubhate ho aap,
aap se pyara koi “DOST” na milega kahi,
Kya isi liye itna BHAV khate ho aap