keyu hum ny milna chor dea
Matlab Ki Duniya Thi Es Leay Chor Dea Sub Sy Milna
Warna Hamari Zindage Abhi Tanhae K Kabil To na Thi 🙁
Matlab Ki Duniya Thi Es Leay Chor Dea Sub Sy Milna
Warna Hamari Zindage Abhi Tanhae K Kabil To na Thi 🙁
Zindagi se kyon rooth gaye ho tum
Itne mayoos kyo ho gaye ho tum
Lagta hai zaroor
Tumhara bhi kisi ne dil todha hai
Jo itne ghamgeen ho gaye ho tum…
yakeen tha k bhoul jao gy mujhe
khushi hoe umeed per pora utre 🙁
Nahi Rahi wo Mohabbat Ki
haqqat ajj Ke Dour Me…!
Jism ki Pyaas Bujhane ko
log
IShq Ka Naam dete hain…
Bhool Jain To Jee Nahi Sakty
.
.
Yaad Aty Ho To Dum Nikalta hy:(
Mera us shehr-e- Adawat mein Basera hai,
d0st
Jahan Log Sajdon Mein Bhi Logon
ka Bura Sochtay hain..!
“Zang Aluda Tala” Laga ho Jasay?
Dil ab Kou “Oudaas Rahta” hai,,,,
Marne Ke 3 Tarike..!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
1) Roz cigret piyo 30 Saal Me Maroge,,
.
2) Roz Drink karo 15 Saal Me Maroge,,
.
3) Kisi Se Saccha Pyar Karo Jite Ji Mar
jaoge,,
Its Realey True…
Mera Our Us Chaand Ka Muqaddar Aik
Jaisa Hy…!
“D_G”
Wo Taaro Mein Tanha,
Main Yaaro Mein Tanha…!
Bus b kar ja ay
BADAL….!!!!
Galti ki tujhy hal-e-Dil
Suna kar….!!
Hr school me likha hota he,
=ASOOL =
torna mna he,
Hr bagh me likha hota he,
=PHOOL =
torna mna he,
Hr khel me likha hota he
=RULE =
torna mna he,
.
.
, =KAASH..!
.
. .
“MoHABBAT”
Or
“DOSTI”
me bhi likha hota k kisi ka,
=DIL =
torna mna hai, =
“Jab”Koi”Toot”
K”Bikharta”Tha”
“To”Hum”Usay”
“Sameta”Kartay”
“Thay”….
!””!
“Aaj”Hum”Khud”
“REZA””REZA”Hai
“To”Koi”Poochta
“Hi”Nahi”..??
Mere dil ki wafaoun ka hosla to
dekho dosto
Talabgar us ka hy jis ko mera ihsas
tak nahi