Apki aankho se ojhal ho jaynge ham,
Apki aankho se ojhal ho jaynge ham,
Door kho jaynge hum,
Royenge aap lipatkar hamari yaado se,
Jab rakh bankar hawa mai kho jaynge ham….
Apki aankho se ojhal ho jaynge ham,
Door kho jaynge hum,
Royenge aap lipatkar hamari yaado se,
Jab rakh bankar hawa mai kho jaynge ham….
Wo aksar mujhe kehti thi
“tumhe to apna bana kar chhodungi”
Aaj usne apni baat sach kardi,
Usne mujhe apna bana kar hi chod diya…
Barsat mein ham pani ban k baras jainge…
patjhar mein ham phol ban k jhar jainge…
kya hua jo aaj aap ko tang karte hain…
ek din aap ko bin bataye hi chalay jainge…
Pyar barish ki bundo ki tarah hai,
Jisko shune ki khwahish me
Hatheliya to gili ho jati hai
Par hath hamesha khali hi rehte hai…
Dy itni lazat Apne Sajdo mein
Mujhy…
—Ay Khuda—
K is bewafa duniya ko yad krna ka
Waqt hi na mile…
Raat khawaab mein daikha,
Tum bichar gaye ho..
Taa beer batati hai k hum
marr jaye’n gey..
Yeh jooht Hai K Muhabbat kisi
Ka Dil torti Hai…
“DOST”
“”Loog khud Hi toot jate hain,
Muhabbat Krte Krte…
Woh paas hi na aaye toh izhaar kya karte.
khud bane nishana toh shikar kya karte.
marne par bhi khuli rahi hamari aankhein.
issey zyada kisi ka intezar kya karte…
Jo humara pyaar hai,
Unhe kisi aur se pyaar hai,
Bas haar gaye hum yah jaankar,
Ki jisse unhe pyaar hai,
Wo humara yaar hai …
Mere Dil Ki Umeedon Ka Hosia To
Dekho…
“A Dost”
Intizar Us Ka Hai Jiss Ko Mera
Ehsass TaK Nahi.
Badi koshish ke baad unhe bhula diya,
Unki yaadon ko dil se mita diya,,
Ek din fir unka paigam aaya likha tha mujhe bhool jao,
Aur mujhe bhula hua har lamha yaad dila diya.
Boht Roye Wo Hamare Pas
Aa K Jab Ehsas Hua Unhen
Apni Ghalti Ka..!!
Chup krwa Dete Hm
Agar Chehre Pe Hamare
KAfan Na Hota…
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki nishani hai…