kaisy Aik Lafz mein,.,,
kaisy Aik Lafz mein Bayaan
karun..!!
Dil ko kis Baat Ne Udaas
kiya…
kaisy Aik Lafz mein Bayaan
karun..!!
Dil ko kis Baat Ne Udaas
kiya…
Lay to wapIs woH aansu wo tarrap
or yadain saari
Nahi koi jurm Humra to phir yeh
sazaein kaisi……..!!!!
Woh thukra kar phir minatain
karta hai merI
.
*D_G*
.
Usay keh do mohabbat
karna peesha nahi mera.
“” Husan-e-barham ki arzoo
toba…
Aieeny larr pary hain apas
mein….
Teri AnMol Ankhon ki koi Mujh
Se QeeMat paOChay,
.
.
.
JaN De DoOn MaGar tery AnsoOn
Na BehNe DoOn….!
Meri Anna Ki Prchaiyon
Sy Eik Ibarat Banti Hai…
.
.
Jitna Bura Main Hun Yaaro,
Utna Acha Ki Nahi..
Mujhy Galat Fehmi Thi
K Sub Chahtay Hain
Mujhy
.
!!..!!
.
Azeez To Main Sub Ko
Tha Magar Fursaton Ki
Had Tak 🙂
Itni Qasmain Na Khao
Ghabra Kar…
.
.
Jaoo Hum Aitebar Karte
Hain.. 🙂
Jin Ka Milna Muhaal
Ho Aatish,,
.
Un Ki Yaadein Azaab
Hoti Hain..
Chand Ka Kirdar Apnaya
Hai Humne Dosto
.
.
Dagh Apne Paas Rakhe
Roshni Bante Gaye!
“Your Mind Is Your
Great Friend If
You Control It,
But Your Mind Is
Your Greatest Enemy
If It Controls You”
Faash Bhala Q Dil K Tootny
Ka Raaz Na Ho…
.
.
.
Saaz Ko Cheer Kr Kahty Ho
Awaz Na Ho…?
Tujh Ko Bhoolna Chahun
Aur Shikast Kha Jaun.,
.
.
Kitni Bay Waqar Apne
Quwat-e-Iradee Hain..*