Category: Winter Season SMS

Sad Winter Season SMS

“Mosam Badal Raha hai”
Apna KhaYaaL Rakhna
….
Q K
“Badaltay Mosam
OR
Badaltay Log Bohat Takleef
Daitay Hain….??

Koi 1 din select kro

Koi 1 din select kro
1. Sun
2. Mon
3. Tue
4. Wed
5. Thur
6. Fri
7. Sat
or us din naha lia karo plz.
Sardi ka ye matlab to nahi k ap nahana chhor do..

‘ufff sardi”

‘ufff sardi”

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Jab Uper Likha hy ke sardi Hai

to Nwechy Konsa Hetr Laga Hy Jo Dekh Rhy Ho:

2013 ki pehli bezti mubark ho.

Lovely As A Snowflake

Lovely As A Snowflake

Drifting From The Blue

Gods Greatest Blessing Came To Me

In The Form Of You !!

Happy Winter Season!

Chilghozy Ki Khushbu,

Chilghozy Ki Khushbu,

Moongphali Ki Bahar,

Sardi Ka Mausam,

Aany Ko Beqarar,

Thori Si Masti,

Thora Sa Pyaar,

Maflar, Sweeter Rakho Tayyar,

Happy Winter Season

Aaj aik Sweater Aur Pehen Lo…

Aaj aik Sweater Aur Pehen Lo…

Aaj aik Razai Aur Odh Lo… .

Aaj aik Mufler Aur Lapet Lo…

Aaj 2 Moze Aur Pehen Lo…

Aaj aik Kehwa Aur Pii Lo…

Aaj aik Heater Aur Chala Lo…

Kya Pta…. Kal Thand Ho Na Ho !

Sard Mausam ka Maazaaj Kitna Alag Sa Hai,

Sard Mausam ka Maazaaj Kitna Alag Sa Hai,

Tanha Raat Main Intazaar Kitna Alag Sa Hai,

Dhund Bani Naqab Aur Chupa Lia Sitaron Ko

Unki Tanhaai Ka Ab Ehsas Kitna Alag Sa Hai

Thand ka zamana hai,

Thand ka zamana hai,
SMS karke aapko satana hai,
Mousam bhi diwana hai,
2-4 SMS aap bhi kar do,
kya balance bacha k
“Naya swetar” lana h.
Happy Winter.

Kyu kisi ki yaad me roya jaye,

Kyu kisi ki yaad me roya jaye,
Kyu kisi khayalo me khoya jaye,
Mera to yahi kehna hai dost,
Baahar mousam bahut kharab h,
Kyu na rajai pakad k soya jaye.