Budha Budhi Ki Kahani.,.,

**Budha Budhi Ki Kahani**

1 budha
aya 7 me 1 budhiya ko laya

Hotel me ja k waiter ko bulaya
2NU ne apna-apna order mangaya

Pehle budhe ne khaya
budhiya ne pankha hilaya

Fir budhiya ne khaya
budhe ne pankha hilaya

Ye dekh k Waitr sharmaya or
usne farmaya Ai Laila Majnu
k Maa Baap Tm dono me itna
pyar ha to khana 1 sath Q ni khaya?

Is par
budhe ne farmaya
Beta tera sawal to nek ha

Par humare pas Danto ka set sirf 1 ha.;-)