Author: Ahsan Khan

Funny SMS in Hindi

Pehle jamane ki ladkiya,
puja karke soti thi taaki unhe darr na
lage….
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
21v sadi ki ladkiya raat ko bhi
makeup karke soti h,
taaki doosro ko darr na lage

propose new styles

Boy:
“Dekh mai nhi chahta ki mera ladka
bada hokar teri ladki ko chede,
mujhe bura lgega..
.
.
Girl:” To.. ??
.
.
Boy:” Tu ha bol dono ko bhai-behan bna denge…

Baat Aur Thi….

Us Ke Siwa Kisi Aur Ko Chahna Mere
Bas Me nahi,

Ye Dil Us Ka Hai Apna Hota To
Baat Aur Thi….

Miss u Poetry

Jin ki Yaad Se Dil ko Khushi
mil jati hai
.””-,-””.
“-._ .-”
Afsos k wo Log hamain zara bhi
yaad Nahi Karte…

Sad Poetry

Is faani Dunya Mai Koi Bhi Haqiqat
Me Kisi Ka Hamdard Nahi Hota

“D_G”

Janazy K Sath Log Hotey Hain To Wo
Bhi Apney Sawaab Ki Khatir…

Aaaaaaaaaahhhhh…..

Aaaaaaaaaahhhhh…..
.
.

.
.
Kuch samajh mai aya??
.
.
.
Nahi na?

.

.

.

Kadi thandi Coke peeti hovay te pata lagy na..
(‘.”)/ Lal sharbat
<).( peen waleyo! / ¡

Allah kre TUM Doob Jao.

Allah kre TUM Doob Jao.
“\(‘.’)/”
~”~”~”~
~”~”~”~
Khushyon K aisy Gehre Smandar
me Kjiski Gehrayo tk kabhi koi
Gham na pohnch saky
“Ammeen”

“Words & Hearts”

“Words & Hearts”
Should be handled carefully because
Words when Spoken
&
Heart when Spoken
&
Heart when Broken can never be Recovered
….

Islmaic Quote

And Allah Provides(sustenance)
Without measure to whom He Wills

Main uski Zindgi Sey

Main uski Zindgi Sey Chala Jaon
Ye us ki Dua Thi…

OR….Uski hr Dua qabol ho Ye Meri Dua
Thi…

Sad Poetry

!!..Tujhe Bhool jana nhi mumkin
mat kar is ka takaza,

“D_G”

Aankhen Andhi bhi ho jayn to Aansu
bahana Nhi Chorti….