Author: Ahsan Khan

Sad Poetry

Mn ne pocha ik pal mn jan kse nkalti ha…?

Us ne chalte chalte mera hath chor diya.

Boht Bura Khwab Tha

(‘.’)
ยก) _/)
‘( /_
>””””<<""" < Boht Bura Khwab Tha Astagfar Ay Parwardigar Hmare Gunah Mauf Frma. Khwab Me Dekha k 100 k load pe 10 rupy aye hain...:p

17 october ko

17 october ko Tum “Dil”
Mango HUM Denge,

Tum “Jigar” Mango
Wo b Denge,

“Eyes” Mango Wo
b Denge!

—-Q K

us din Hum ne

Bakra zebah karna hai. Inshallah
“HAPPY BAKR EID”Mubarak,
in advance,,,
4u.
Yaad rahkna i’m the 1st to wish u.

Ay Nadan Insan

Umar-E-Rawan Guzar Rahi Hay Yaad-E-Khuda Say Ghafil,

Ay Nadan Insan

Sambhal Ja K Khuda K Siwa Koi Apna Nahi Hota.. ๐Ÿ™‚

Meri Girlfriend Boli:

Meri Girlfriend Boli:
Mujhe Bhul Jao Meri Engagement Ho Gayi Hai
London Main Rehta Hai Ladka…

.

.

.

.

.

.

.

.

Me: Chal Jo Hona Tha Ho Gaya…

Ek IPhone Bhej Dena Wahan Se…

Suna Hai Wahan Sasta Milta Hai…

Funny Good night SMS

Night Ghazal*

Tera hone lga hun
Hone lga hun

Tujh men khone lga hun

Baqi kal sunao ga abi men soney lga hun

*Gud 9i8*

Early morning tomorrow…

Early morning tomorrow…
Good Night… <3 have a peaceful and blessed night sleep... See you in the morning for coffee c(_)

To all the girls

To all the girls
who didn’t have a special person to send them a goodnight text,
goodnight beautiful
And
Sweet dreams.

Allah Rabb-Ul-Izzat Farmatay

Allah Rabb-Ul-Izzat Farmatay Hain:
Ae Banday!.
.
1:
“Mujh Say Kal Ka Rizq Na Maang,,
Jis Tarah Main Tujh Say Kal Ka Amal Nahi Mangta”
2:
“Main Tujhay Pasand Hoon Tou Ye Tera Haq Hai,,
K Tu B Mujhay Pasand Ho”
3:
“Tu Meray Thoray Diye Say Razi Ho Ja,,
Qayamat K Din Main Teray Thoray Kiye Say Razi Ho Jaoon Ga”
4:
“Jab Tujhe Ghussa Aaye Tou Mujhay Yaad Kiya Kar,,
Main Apnay Ghazab K Waqat Tujhay yad rkhon ga….!

“Meri Fitrat mein nahi

“Meri Fitrat mein nahi Hai kisi K0
bh00l Jana..*

“D_G”

“Bh00lty w0 hain Jin k0 apne Aap Par
Ghur0r h0ta hai…

Koi larki hai ..:o

Koi larki hai ..:o
cute c … sweet c…
lambi c… achay dill wali ho…<3 <3 face jaisa marzi ho... . . Bartan wash karwanay thy :P :P :P

Sad

Baton Ke Her Jawab Main,
Ik Mukhtasir Si Haan….

Lagta Hai Meri Zaaat Se,
Uktaaa Gaya Hai Woh….

FaceBook ki

FaceBook ki Sweet, princess,
Angel , Pari , Doll , Queen,
stylo ,cuty, Cat
.
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
Ghar me Dhyaan Se Bartan Saaf karnaa