Mein tujh ko bhool chuka,
Mein tujh ko bhool chuka, Lekin aik umar ke baad,
Tera khayaal kiya tha ke chot ubhar aayi..
Mein tujh ko bhool chuka, Lekin aik umar ke baad,
Tera khayaal kiya tha ke chot ubhar aayi..
Ye Shehar Chorna Hay Magar is Say Peshtar
Os Bewafa Ko Aik Nazar Dekhna Bhi Hay ………..!
Wo Pathar Dil Sahi Lakin Hamara bhi ye Daawa hy.
Hamari Muhabbat jinhein choo le Wo Pathar bhi
Dharakna Seekh jate hain…
Kaise Bhula Doon Usko Main,
Maut Insanon Ko Aati Hai,Yadon Ko Nahi..
Tabdeeli Jab Bhi ati hai Mausam Ki Adaoun Main…
Kissi Ka Youn Badal Jana, Bohat He Yaad Ata hai…
Na to majburi hai koi na to lachari hai,
Bewafai teri paidayishi bimari hy…..
Na Raha Karo Udaas Kisi BeWafa Ki Yaad Mein..
Wo Khush Hai Apni Duniya Mein Teri Duniya Ko Ujaar Kar..
Wo apni zindagi mien howa Masroof itna,
Wo kis kis ko bhol gya usay ye bhi yad nahi.
Jo Mere Zikr Par Ab Qahqahey Lgata Hai
Bicharte Waqt Koi Haal Dekhta Uska..
Ajeeb rishta raha kuch is tarah apno se,
Na nafrat ki waja mili na mohabbat ka sila.
Deepawali ka ye paawan tyohar,
Jeevan mein laye khushiya aapar,
Laxmi ji viraje aapke dwar,
Subhkamnayen hamari karen sweekar!!
Wish u & ur family Happy Diwali
Sukh sampada aapke jivan mein aaye,
Laxmi ji aapke ghar mein saamye,
Bhool kar bhee aap ke jivan main,
Aage kabhi bhee ek dukh na aaye…
We are the only generation who have
seen
01/02/03
02/03/04
03/04/05
04/05/06
05/06/07
06/07/08
07/08/09
08/09/10
09/10/11
&
Lets celebrate
10/11/12 shortly…