Author: Ahsan Khan

A Tudor who tooted a flute

A Tudor who tooted a flute
tried to tutor two tooters to toot.
Said the two to their tutor,
“Is it harder to toot
or to tutor two tooters to toot?”

Billy Button bought a buttered biscuit,

Billy Button bought a buttered biscuit,
did Billy Button buy a buttered biscuit?
If Billy Button bought a buttered biscuit,
Where’s the buttered biscuit Billy Button bought ??

PATHAN ko ek jadoo ka chiragh mila

PATHAN ko ek jadoo ka chiragh mila
Us ne us ko ragra to ek JIN nikla

Jin ne kaha:
Teen khuwahishen batao

Pathan:
1_ Khobsorat aalishan ghr ho..

Ghr aa gaya

Pathan:
2_ Ghr main bht ameer log rehte hon.

Log aa gaye!

Pathan:
3_ Ab is ghr main hum ko chokidar lagwa do.
Jin:lakh lanat teri zindagi te.:-)

Zindagi lambi hai dost banate raho,

Zindagi lambi hai dost banate raho,
Dil mile na mile haath milate raho,
Taj Mahal banaana toh bahut costly hoga,
Par har gali mai ek Mumtaz banate raho…

Teri zindagi mein kabhi ghum na ho

Teri zindagi mein kabhi ghum na ho
Teri aankhe kabhi gam na ho
Meri dua hai ke mile tujhe ek smart si dulhan
Jiska wieght 150 Kg. se Kam na ho! 🙂

Palkon pe apni bitaya hai tumhe,

Palkon pe apni bitaya hai tumhe,
Badi duao ke baad paaya hai tumhe,
Aasani se nahi mile ho tum
National Zuological Park se churaya hai tumhe….!!!

Itna sajao mere janaze ko yaro,

Itna sajao mere janaze ko yaro,
.
Ki meri jaan ki aankh me aansu na jaye,
.
Sari umar to nafrat thi use mjhse,
.
Kam se kam mere janaze se to wo rooth kar
na jaye…….

Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai

Arz Hai…
Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai…