Author: Ahsan Khan

Na ishq kar mare yaar

Na ishq kar mare yaar
yeh ladkiya bahut satati hai,
na karna in par aitbaar
yah kharcha bahut karwati hai,,
recharge tum karwa ke dete ho
aur number mera lagati hai …

Har taraf padhai ka saya hai

Har taraf padhai ka saya hai
Kitabo main sukh kisne paya hai
Ladke to jate hai tution ladkiyan dekhne
Aur sir kehte hai dekho itni barsat mai
ladka padhne aya hai…

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,

Tumhaari yaad dil se jaane nahin denge,
Tumhaare jaisa dost khone bhi nahin denge,
Roz sharafat se sms kiya karo warna ……,
Ek kaan k neeche denge or Rone bhi nahin denge…

Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge

Teri ulfat ko kabhi nakam na hone denge
Teri DOSTI ko kabhi badnam na hone denge
Meri zindagi main Suraj nikle na nikle
Teri zindagi main kabhi shaam na hone denge…

Jindagi behaal hai,

Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai…

Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.

Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karta…

Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,

Door jakar bhi hum door jaa na sakenge,
Kitna royenge hum bata na sakenge,
Gham iska nahi ki aap mil na sakoge,
Dard is baat ka hoga ki hum aapko bhula na sakenge!

Nigahen aapki pehchan hai hamari,

Nigahen aapki pehchan hai hamari,
Muskarahat aapki shan hai hamari,
Karna hifazat tum apni,
Kyounki sanse aapki jaan hain hamari…

Tere husne ke hum diwane ho gaye

Tere husne ke hum diwane ho gaye
Tuhje apna banate banate hum khud se begane ho gaye
Na chod na mujhe tu aaye zalim
Tere kareeb aakar hum duniya se dur hogaye…

Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,

Kuch Nasha Aapki Baat ka hai,
Kuch Nasha Dhimi Barsat ka hai,
Hame aap yuhi Sharabi maat Kahiye,
ye dil par asar aapse pahali mulakat ka hai…

Saath agar doge muskrayenge zarur,

Saath agar doge muskrayenge zarur,
Pyar agar dil se karoge to nibhayenge zarur,
Raah me kitne kante q na ho ,
Awaz agar dil se doge to aayenge zarur…

Zindagi ke liye jaan zaruri hai,

Zindagi ke liye jaan zaruri hai,
Pane kle liye arman zaruri hai,
Hamare paas chohe ho kitna hi gham,
Par aapke chehre par muskan zaruri hai…!

Do Hath Na Ho To Dosti Nahi Hoti,

Do Hath Na Ho To Dosti Nahi Hoti,
Do Hurf Na Ho To Lafz Nahi Bantay,
Do Damagh Na Ho To Samjhota Nahi Hota,
Do Phool Na Ho To Guldasta Nahi Banta,
Do Dil Na Ho To Hamara Yeh Pyar Nahi Banta.