Author: Dilawar

Lovely time of life.,.,

“Lovely time of life
will not return back
forever,but the lovely
relation and Positive
energy of good deeds
will stay with you
forever..

“GOOD MORNING”

DOCTOR aur Allah Ko.,.,

DOCTOR aur Allah Ko
Kabhi Naraz Mt Kro Q k,
JD ALLAH Naraz Ho To
Wo Doctor k pas Bhej
Deta Hai.

Aur

Jab Doctor Naraz Ho
To Wo ALLAH K pas Bhej
Data HAi…!

:-O Oh Ho

Itna tu rula diya hota.,.,

“Itna tu rula diya hota
k aansoo he chalak aatay”

(“JAAN”)

“palkon main rukey hu’ey
aansu’on ka dara saha nahi
jata….!

ZALIM SMS 2011.,.,

ZALIM SMS 2011

1 larki bus stop
pe naqaab me kharri
thi.!

aadmi bike pe aya or
kaha.!

LIft chahiye sonyo.?

Larki boli:-

Abbu me hoon…!

Bhula day un k anay.,.,

Bhula day un k
anay ki khushfehmi
dil-e-nadan

Gharibon k mazaron
per charaghan kon
karta hai….

“GOOD NIGHT”

Yeh mohabbat nahi.,.,.,.

Yeh mohabbat nahi
Usool-e-Wafa hai,

“DOST”
Hum jan to de
denge magar apna
roll number nahi
denge,
(‘.’)/chal
<)(nikal
/\
Koi Chakr nai.,.!

Agr koi Larka Girls .,.,

PRINCIPAl:
Agr koi Larka Girls
Section ki Taraf Gya
to 1st time Rs.100
fine hga
2nd time200
2rd time500
huga.
STUDENT:
sir koi Monthly pkge
nhi HY.,.,.

Ishq tanhayi hai mehfil.,.,

Ishq tanhayi hai mehfil
nahi,
Pyaar ruswai hai sahil
nahi,
Jo samajhte hai ishq
ko mehfil,
Wo ishq ke qabil nahi…!!

Apko Itani Raat.,.,

Sorry
Apko Itani Raat
Me Disturb kya

Mera 1 Kaam kar
Do
please
.
.
.
.
Ye Message Delete
Karo Or So Jao
Thank U.,.,

“G(‘.’)(‘.’)D”
“NIGHT”:-)

Teri Dosti Mein Kuch..,.

Teri Dosti Mein
Kuch,
Aisi Baat Hai
.
Har Waqt Teri yaad
Mere Sath HAi,.
.
Dil Chahta hai Tum
ko Tumse Chura Loon
par,
Ammi Keti hen Chori
Karna Buri Baat Hai.,.,

Kya aap ki Girl friend.,.,

Kya aap ki Girl friend
k paas ye sab hai..?

Nashili Aankhen
Kapkapate Hont
Thartharata Badan

Agr hy
.
.
to
.
.
DENGI Virs hy Os ko…!