Kya haq ada karega zamana HUSAIN ka,
Kya haq ada karega zamana HUSAIN ka,
Ab tak zameen pe karz hai sajda HUSAIN ka,
Jholi failaa kar manglo mumino,
Har DUA kabul karega DAI HUSAIN ka
Kya haq ada karega zamana HUSAIN ka,
Ab tak zameen pe karz hai sajda HUSAIN ka,
Jholi failaa kar manglo mumino,
Har DUA kabul karega DAI HUSAIN ka
Zikre Shabbir ko fatwaon se dabanay waly,
Kitny nadaan hain sooraj ko chupany waly,
Ghaib se aati hai sadaye Mehdi,
Zikry Shabbir ko hum hain bachany waly.
As’hab to Sabhi The Magar Waqt e Intiqal
Manga Tha Jab Nabi ne Qalam,Kyun Nahi Dya?
Bolay ye Intiqam Tha Khyber Ki Jang ka
Us Waqt Nabi ne Hamko Alam Kyun nahi dya ?
‘Kon Usay Dafan KarayJiska Na Bhai Na pisar
Kya Kafan Dy Wo Behan Chin Gae Jiski Chadar
Kon Dy Ghusal Usay QAid Ho Jiska Sab Ghar
HAye Wo JAlti Hui Rait Wo Laasha e By Sar
SAb Luteray Thay Wo Saffak e Zaman Kiya Detay
PAira’han Laash KA Loota To Kafan Kiya Detay’
Bayt Ya Sir Yehi Tha Taqaza Yazeed Ka
Mayus To Hussain ne Usko Bhi na Kya
Bayt Na Ki Hussain Ne , Sir De Dya Use
Is Sar se To Yazeed Bhi Khali Nahi Gaya
Pani Ki Talab Ho To 1 Kaam Kia Kar.
Karbala K Naam Pe 1 Jam Piya Kar.
Ki Mujko “Hussain IBN-E-ALI”
Ne Yeh Naseehat.
Zalim Ho Muqabil To Mera Naam Liya Kar.
Ae Momino Ya Hussain ka kasrat se vird karo
7
9
10
Muharram-ul-Haram ko karbala ki yad mai ro
Ya Hussain… Ya Hussain…
4 rakaat nafl namaz es tarah parhain
k har rakaat main 50 martaba
qul sharif parhain tu
1) Jannat main uper walay
groh main 1000 mahal noor k milein gay
2)100 baras k gunah bakhsh
diye jaaty hain
(50 baras k pichle saal k aur 50 baras k aenda saal k)
Gharoor toot gaya koi martaba na mila
Sitam ke baad bhi kuch hasil-jafa na mila
Sire-e-Hussain mila hai yazeed ko lekin
Shikast ye hai ke phir bhi jhuka hua na na mila..
Aj Rat 10 Martaba
Sura-E-Fatiha Zaror Parhna.
Is Ka Sawab Zameen K Wazn K Braber Hay
Plz 4wd It To Maximum People
Wo jis ne apny Na Na ka wada wafa kar dia
Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia
Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam
Us “Hussain Ibne-Ali” par lakhon salam
Janat me Janat k haqdar jayenge,
Kasam ALI ki ALI k hubdar jayenge,
Dar-e-Janat pe khari Zehra A.S kehti hen,
Janat me mere LaaL k Azadar jayenge
Nahi Aaj Tak Koi HUSSAIN (ra) Sa Aya
Jo Kare Waju Khu se Ada Namaj Talwar k Tale kare,
Nahi Aaj Tak Koi Nawasa HUSSAIN ra Sa Aya
Jo kare Ada Wada Apne Nana Ka Jaan de ka Imaa Ki Khatir.
Nahi Aaj Tak Koi HUSSAIN ra Sa Aya