Category: Poetry SMS (Miss u)

Ajeeb Lagti Hy shaam .,.,

Ajeeb Lagti Hy shaam
Kabhi Kabhi,

Zindage Lagti Hy Bejaan
Kabhi Kabhi,

Samajh Aaye To Humein
Bhi Batana K,

Kyon Karti Hain Yaadain
Pareshan Kabhi Kabhi

Teri Talab Ki Had.,.,

“”Teri Talab Ki Had Ny
Aisa Junoon Bakhsha Hy

“”Hum Neend Sy Uth Bethy
Tujhe Khuwab Mein Ata
Dykh Kr..!

Tera bina adhuray

Tum mera aaj ho, tum mera kal,
tujay yaad karthay hai har aik pal,
jee nahe paiyain gay teray bina hum,
teray bina reh jai gay adhuray hum….
I Miss you

Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!

Hai husn ka purkaif nazara teri aankhe!
gar chand mera dil, to sitara teri aankhe!
jab jab bhi padhun inko mohabbat ki nazar se.
Lagti hain ek taza shumara teri aankhen.

Mulakat ka arman bohat hai.

jeene k lye dard ka samaan bohat hai,
kuch roz se apna dil pareshan bohat hai,
milte hain shabo-roz sabhi log hum se,
aik tjh se mulakat ka arman bohat hai.

yaadien

Yado se judkr yad aate ho ap,
Yad aakr yad ban jate ho ap
Yaado hi yaado me hr jagah nazar aate ho ap,
Kyu yado ko b yadgar ban jate ho aap

Har aahat ehsas hamara Dilaegi

Har aahat ehsas hamara Dilaegi,
har hawa qissa hamara sunaegi,
Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me,
na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi.
I miss u, do u?

Har subah, teri muskurati rahay

Har subah
teri muskurati rahay
har shaam
teri gungunati rahay
tu jise bhi mile
is tarahe se milay
ke har milne wale ko
teri yaad aati rahay!

Kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume.

kisi ke pyar ko bhulna na aaya hume. kisi ke dil ko dukhana na aaya hume. kisi ke liye tadpna to seekh liya par apne liye kisi ko tadpana na aaya hume.

Pal pal ne kaha 1 pal se …

Pal pal ne kaha 1 pal se…
Pal bhar ke liye tum mere sath raho……
Pal bhar ka sath kuch aisa ho, k har pal tum hi tum yaad Raho.

Duriyon ki na parwah kijiye

Duriyon ki na parwah kijiye,
dil jab bhi pukare hamain,Bula lijiye.
Hum zyada dur nahi aapse,
bas apni aankhon ko palko se mila lijiye.

Kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?

Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho,
Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho,
Aaj poochtay hain aik sawal tumsay,
kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?