Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
Hame nasha to aapki baat ka hai,
kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
is dil par asar to aap se mulakat ka hai
Mahobbat Karnay Keh Bhi Khuch
apne Adaab Hotay Hain,
Jaagti Aankhoon Main Bhi khoobsorat
Khawaab Hotay Hain,
Har Koi muskurakar Dekhe Yeh
zarrori Tu Nahi,
shabnami Aankhoon Main Bhi
Sailaab Hotay Hain
Hamari tamanna thi mahobbat
mein ashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi nazar
zamane ki,
usi ka karz hai jo aaj hain
aankhoo mein aasoon,
Aashiyan bana ke saza mili
hai muskurane ki
Meri band aankhoin ka saccha kwaab ho tum,
meri tanhaio ke sawalo ka javab ho tum,
ab to khudai bhi ruth jaye to gum na hoga
meri duniya, kaynaat mera chaand ho tum
Teri nasili nigaho ki garmi
pathar ko bhi pighla de,
tere husn ki ek jhalak kitne
he tajmahal banva de,
bheegi saanse,sone sa rang,
aadao main naster hain tere
insaan to kya tu farishto
ka bhi imaan dagmaga de
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the,
yaad unhe din rat kiya karte the,
ab un raho se guzra nahi jata,
jaha baith kar unka intezaar kiya karte the
Koi Jagah na thi dil mein mohabbat ke liye,
aapki nazar giri toh jagah ho gayi,,,,,
Bure zamaane mein achha bankar jeene ki,
hume maut ki sazaa ho gayi,,,,,,,
Zindagi humaari hai har pal dhalti shaam,
chehra aapka dekha toh subha ho gayi…..
Tum Zindagi Ho Meri Tumhare Bina
Mera Dil Dhadak Nahi Sakta,
Saath Tumhare Mein Hamesha
Rahugi Itna Samajh Lo,
Jo Tum Saath Nahi To Ye Jannat
Bhi Jee Nahi Sakti…
Ek shaam aati hai tumari yaad leka ,
Ek shaam jaati hai tumari yaad dekar,
Par humen us shaam ka interzar hai,
Jo aye saath tume lekar.
Daar usse kehte hain,
Jo dil pe cha jaye
Aashiq usse kehte hai,
Jiska naam apne aap
zuban pe aa jaye.
Kashish dil ki har cheez
bhula deti hai,
Band aakhon mein bhi sapne
saja deti hai,
Sapno ki duniya jarur rakhna
dost,
Kyun ki hakikat to aksar
logo ko rula deti hai.
Mitti ki anokhi murat ho tum,
Zindagi ki ek zarurat ho tum,
Phool to khubsurat hote hai,
Phoolo se bhi khubsurat ho tum.
`